Now readingArijit Singh

Phir Na Aisi Raat Aayegi

Phir Na Aisi Raat Aayegi

Phir Na Aisi Raat Aayegi

Phir na aisi raat aayegiYun hamein jo sath layegiPhir na aisi raat aayegiYun hamein jo sath layegi
Nazdeek se raat bharDekh loon main tumheJaane na doon is dafaRok loon main tumhe
Tum samne sach mein hoYa koi khwab haiKhud pe nahi hai yakeenPooch loon main tumhe
Phir zubaan pe ek martabaAaj dil ki baat aayegiPhir na aisi raat aayegiYun hamein jo sath layegi
Kya ye mumkin hai kabhiTum mere ho paogeMain ye baahein khol dungaTum gale lag jaoge
Jis tarha ummeed seDekhta hu main tumheTum mujhe bhi us nazar seDekhne lag jaoge
Ya isi ummeed mein meriZindagi guzar jayegiPhir na aisi raat aayegiYun hamein jo sath layegi
Nazdeek se raat bharDekh loon main tumheJane na doon is dafaRok loon main tumhe
Tum samne sach mein hoYa koi khwab haiKhud pe nahi hai yakeenPooch loon main tumhe
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Phir Na Aisi Raat Aayegi Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Phir Na Aisi Raat Aayegi?

Phir Na Aisi Raat Aayegi is performed by Arijit Singh.

Which album is Phir Na Aisi Raat Aayegi from?

Phir Na Aisi Raat Aayegi appears on the album Laal Singh Chaddha.

Who wrote the lyrics for Phir Na Aisi Raat Aayegi?

The lyrics for Phir Na Aisi Raat Aayegi were written by Amitabh Bhattacharya.

Who composed the music for Phir Na Aisi Raat Aayegi?

The music for Phir Na Aisi Raat Aayegi was composed by Pritam.

Which music label released Phir Na Aisi Raat Aayegi?

Phir Na Aisi Raat Aayegi is associated with T-Series.

Who is featured in Phir Na Aisi Raat Aayegi?

Aamir Khan and Kareena Kapoor Khan is featured in Phir Na Aisi Raat Aayegi.