Pehli Baarish Mein Lyrics – Sumit Bhalla | Anita Bhatt

Jitne bhi ye badal hain Lagta hai sab pagal hain
Jitne bhi ye badal hain Lagta hai sab pagal hain Barsatein hai yaad teri Aur tanhai ka pal hai
Betab dil hai sang tere Bheegne ne khwahish mein
Aaja aaja milne pehli baarish mein Aaja aaja milne pehli baarish mein Aaja aaja milne pehli baarish mein Aaja aaja milne pehli baarish mein
Kabhi khatam na hone wali Kuch baatein karni hai Boli to dil ki hai par Aankhon se kehni hai
Kabhi khatam na hone wali Kuch baatein karni hai Boli to dil ki hai par Aankhon se kehni hai
Leke aayi hawayein Mujh tak teri ye fariyaad Maine bhi mohabbat bheji hai Badlo ke haath
Jodi hai apni aarzoo Teri farmaish mein
Aaja aaja milne pehli baarish mein Aaja aaja milne pehli baarish mein
Dooriyan sab mitake tu o jana aa jana Mausam ka bhi mizaaj ye kehta hai ho ho Dhundhta dil ye mera tujhko hoke deewana Bas tere intezar mein rehta hai ho ho
Aane laga hai dil teri Aankhon ki sazish mein
Aaja aaja milne pehli baarish mein Aaja aaja milne pehli baarish mein Aaja aaja milne pehli baarish mein Aaja aaja milne pehli baarish mein
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Pehli Baarish Mein