Yaara Lyrics (Vikram Vedha) – Armaan Malik

Yaara Lyrics

Tune jate jate na baat ki, Aisi bhi yaara kya narazgi.
Tu meri shamon ka, Ek tanha sathi tha, Baki tha kuch kehna, Kuch sun-na baki tha.
Aaja re aaja mud ke dobara, Kya koi aise jata hai yaara, Aaja re aaja mud ke dobara, Kya koi aise jata hai yaara.
Yaara yaara mere, Ye kya huaa, Khali ja rahi hai, Kyun har duaa.
Aisi bhi kya zid hai, Itna kyun rootha hai, Mera bhi dil tere, Jaisa hi toota hai.
Aaja re aaja mud ke dobara, Kya koi aise jata hai yaara.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Yaara

Album: Vikram Vedha

Artist: Armaan Malik

Actor: Hrithik Roshan, Radhika Apte, Saif Ali Khan

Lyricist: Manoj Muntashir

Musician: SAM CS

Label: T-Series