Dumadum Mast Kalandar Lyrics – Code Name Tiranga
Dumadum Mast Kalandar Lyrics
Teri mauj mein jo hai jhooma, Wo jannat ki galiyan ghooma, Sawar gayi qismat ki lakeerein, Jab tune mera matha chooma.
Tera rutba shahi shahi, Tu likhe taqdeerein, Tere hath syahi.
Tera rutba shahi shahi, Tu likhe taqdeerein, Tere hath syahi.
Haan tera rutba shahi shahi, Tu hi zarra tu hi ilahi.
Chand aur sooraj taare, Kehte hai yehi saare, Baki sab mitti saare, Tu hi sikandar, Dumadum dumadum.
Dumadum mast kalandar, Ali da pehla number, Dumadum mast kalandar, Ali da pehla number, Ho lal meri lal meri.
Kya hai galat aur kya hai sahi, Teri nazar se kuch bachta nahi, Kya hai galat aur kya hai sahi, Teri nazar se kuch bachta nahi.
Uska safar mukammal na ho, Haan uska safar mukammil na ho, Jo tere dar paav rakhta nahi.
Rang mein sab tere raazi, Ban baithe tere namaazi, Lehron mein doobe teri, Tu hai samandar.
Teri mauj mein jo hai jhooma, Wo jannat ki galiyan ghooma, Sawar gayi qismat ki lakeerein, Jab tune mera matha chooma.
Dam ali ali dam ali ali...
Song Credits
Song: Dumadum Mast Kalandar
Album: Code Name Tiranga
Artist: Gurcharan Singh, Sanj V, Sardar Ali, Shahzad Ali
Actor: Hardy Sandhu, Parineeti Chopra
Lyricist: Kumaar
Musician: Jaidev Kumar
Label: T-Series