Aham - Aankhon Hi Aankhon Mein
Aankhon hi aankhon mein keh do naThujhe mujhse mohabbat hui hai
Baaton hi baaton mein keh do naTujhe meri jarurat hone lagi hai
Tera ishara kaafi hai tera nazaara kaafi haiSaare gamon ko bhulakar jee lu main zindagi
Aankhon hi aankhon mein keh do naThujhe mujhse mohabbat hui hai
Aisa lage tu jaise apna haiYa ye koyi andekha sapna haiJo hakikat badalne laga
Dil mein mere tu hi toh rahta haiAb kyun bhala dil mujhse kehta haiTu hai toh hai mera jahan
Teri nadaniya teri madhoshiyanTeri tanhaiyan ab meri huyi
Tu mere paas ho tu mere sath hoAisi har raat ho teri meri
Tera ishara kaafi hai tera nazara kaafi haiSaare gamon ko bhulakar jee lu main zindagi
Aankhon hi aankhon mein keh do naThujhe mujhse mohabbat hui hai
Baaton hi baaton mein kah do naTujhe meri jarurat hone lagi hai
Watch now
Aham - Aankhon Hi Aankhon Mein Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
FAQ
Good to know
Who sings Aham - Aankhon Hi Aankhon Mein?
Aham - Aankhon Hi Aankhon Mein is performed by Goldie Sohel.
Who wrote the lyrics for Aham - Aankhon Hi Aankhon Mein?
The lyrics for Aham - Aankhon Hi Aankhon Mein were written by Goldie Sohel.
Who composed the music for Aham - Aankhon Hi Aankhon Mein?
The music for Aham - Aankhon Hi Aankhon Mein was composed by Sunny M.R..
Which music label released Aham - Aankhon Hi Aankhon Mein?
Aham - Aankhon Hi Aankhon Mein is associated with TMMusic.
