Kya Karein
Chaha bahut ke chahe tumheRaaz apne dil ke bataye tumheDuniya se hum chura ke tumheKhwabon mein apne basaye tumhe
Par ye dil ka mamla haiKya kareinYe dil na manta haiKya karein
Yadon mein uljha hua haiMohabbat se khafaDil kya karein
Sambhale hue hai dard kayiReh na gaya ho bakaya koiKhauf kaho ya tajurba sahiDil pehle jaise ab dhadakta nahi
Par ye dil ka mamla haiKya kareinYe dil na manta haiKya karein
Yadon mein uljha hua haiMohabbat se khafaDil kya karein
Ek baar ko ye maan loPehle jo bhi hua hoga nahiAur is dafa jo kuch bhi hoHum pyaar mein badlenge nahiBilkul nahi

Watch now