Haan Kar De Lyrics (Uunchai) – Amit Trivedi

Haan Kar De Lyrics

Ab saalon mein jeena, Ya misalon mein, Jawabon mein jeena, Ya sawalon mein.
Sab hathon mein hai, Tere tu jane, Ek rai deta hoon, Jo tu maane.
Zindagi ko haan kar de, Zindagi ko haan kar de, Zindagi ko haan kar de, Soch ko jawa kar de.
Zindagi ko haan kar de, Zindagi ko haan kar de, Zindagi ko haan kar de, Soch ko jawa kar de.
Tu achi achi achi baatein andar ki, Dil ke samandar ki karte jana, Ek chutki chutki chutki leke amber ki, Dil ke paigambar ki chalte jana.
Ruk jana teri fitrat mein nahi, Na kehna teri aadat mein nahi.
Zindagi ko haan kar de, Zindagi ko haan kar de, Zindagi ko haan kar de, Soch ko jawa kar de.
Zindagi ko haan kar de, Zindagi ko haan kar de, Zindagi ko haan kar de, Soch ko jawa kar de.
Dard ki dawa bhi tu, Dard ka maza bhi tu, Dard ki nawa bhi tu, Dard ki wajah bhi tu.
Dard agar jo hota hai, Ye samajh tu zinda hai, Dard se khafa kyun hai, Itna bewafa hai kyun, Itna bewafa hai kyun.
Apni sari kamjori, Apne sare dardon ko, Jeene ki wajah hai jo, Un sabhi humdardo ko.
Uth gale laga apne, Chal hunar dikha apne, Dekh li unchai tune, Ab tu par dikha apne, Ab tu par dikha apne.
Zindagi ko haan kar de, Zindagi ko haan kar de, Zindagi ko haan kar de.
Zindagi ko haan kar de, Zindagi ko haan kar de, Zindagi ko haan kar de, Soch ko jawa kar de.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Haan Kar De

Album: Uunchai

Artist: Amit Trivedi

Actor: Amitabh Bachchan, Anupam Kher, Boman Irani

Lyricist: Irshad Kamil

Musician: Amit Trivedi

Label: Zee Music Company