Now readingBabbu Maan

Bhari Mehfil

Bhari Mehfil

Bhari Mehfil

Tere bin jeene ka man to nahi haiHamare paas duja raasta nahiShikayat hai magar karte nahi humDukhate dil kisi ka khamakha nahi
Pata hai jab nahi mujrim main teraTujhe bhi ilam hai ke tu khuda nahi
Bhari mehfil mein hum hai muskurayeBhari mehfil mein hum hai muskurayeWahan roye jahan koi dekhta nahiBhari mehfil mein haha muskurayeWahan roye jahan koi dekhta nahi
Meri baahon se nikle toNaya hum dum bana baitheMere dil ko tabah karkeKisi ka ghar saja bethe
Badi qatil adayein yaar ki haiBataya jaan lekar khudkhusi haiMukarrar katal ki hai jab sajayeDilo ke katilon ko kyun saza nahi
Bhari mehfil mein haha muskurayeWahan roye jahan koi dekhta nahi
Jab jab aaine se nazrein milaoge toKhud mein dikhega tumhen ik bewafaMera anjam hai teri shuruaat haiMain to ho chuka huTujhe hona barbad hai
Chalo hum maf kar dete hai tumkoMilega baddua mein wo maza nahi
Bhari mehfil mein hum hai muskurayeBhari mehfil mein hum hai muskurayeWahan roye jahan koi dekhta nahiBhari mehfil mein haha muskurayeWahan roye jahan koi dekhta nahi
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Bhari Mehfil Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Bhari Mehfil?

Bhari Mehfil is performed by Babbu Maan.

Who wrote the lyrics for Bhari Mehfil?

The lyrics for Bhari Mehfil were written by Kunaal Vermaa.

Who composed the music for Bhari Mehfil?

The music for Bhari Mehfil was composed by Amol Dangi.

Which music label released Bhari Mehfil?

Bhari Mehfil is associated with Meri Tune.

Who is featured in Bhari Mehfil?

Babbu Maan and Saanvi Dhiman is featured in Bhari Mehfil.