Kyon Lyrics – B Praak & Payal Dev
Kyon - B Praak
Humein yaad karke tera bhool jaana Dil nahi samjha tera door jaana Humein yaad karke tera bhool jaana Dil nahi samjha tera door jaana
Sab jhooth tha wo tera hansa hasaana Tu bewafa phir bhi dil yeh na maana
Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi Aaunga main bol kar tu aaya kyon nahi Koyi wada tune phir nibhaya kyon nahi Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahi
Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi Aaunga main bol kar tu aaya kyon nahi Koyi wada toone phir nibhaya kyon nahi Aaunga main bol kar tu aaya kyon nahi
Main khaab kaise dekhu naye Aashoon tere hai mere palkon tale Toota nahi mera yaqeen Badle nahi kabhi hum tere liye
Sach ho na jaaye duniya ki baatein Khamosh karde zamaane ko aake