Company Lyrics – Emiway bantai
Company Lyrics
Haan kya bolti company Haan hosh mein hai ki nahi Sab log idhar pe kya shot Emiway bantai Aur bantai wale yaad hai na Haa fir se aa gaile
Haan kya bolti hai company Kamayle bahot money Inko lag raha shane ban rahe Agle lag rahe bahot funny
Aapa chalen mat kar Aaiba apun kattar 37 sattar 17 tak pehchan hai
Haan kya bolti hai company Kamayle bahot money Inko lag raha shane ban rahe Agle lag rahe bahot funny
Haan aapa chalen mat kar Aaiba apun kattar 37 sattar 17 tak pehchan hai
Khana chod-de button Paan alla mutton Kya bolte ratan Anmol hai ki nahi
Yaad karao kidhar bhi jao Lekin idhar mat marao Desh mein rehne ki nahi ya Passport visa karao
Haan hosh mein sab soch mein Kaise aaun emiway bantai ke pahonch mein Andhere mein lala apun banke ghumein roshni Apna khaya haq se na khaya kisi ka noch ke
Haan hai kidhar ab dekh idhar Chhokre sare ghoom rahe ek dam befikar Ek nazar fir kaun gadar Haan kya chahiye tere ko Bas tu bol brother
Haan khud ki izzat pyari hai To dusaron ki bhi kar Warna zillat denge poori Zindagi rahenga dar
I representing india Bole to hindustan One five down two fight kabristan
Haan kya bolti hai company Kamayle bahot money Inko lag raha shane ban rahe Agle lag rahe bahot funny
Aapa chalen mat kar Aaiba apun kattar 37 sattar 17 tak pehchan hai
Haan kya bolti hai company Kamayle bahot money Inko lag raha shane ban rahe Agle lag rahe bahot funny
Haan aapa chalen mat kar Aaiba apun kattar 37 sattar 17 tak pehchan hai
Ah bhai bhay khalla mein Behn bhindi bazaar mein Aur dada dadar mein Malum na father mein lala
Hosh mein company kya Aankh khuli andhe ke Door rehna warna teri Shot ho jayegi dhandhe ki kya Haan company
Haan peti nahi khoka hai Pyaar hai ek dhokha hai Dil laga sahi jagah Ek aur mauka hai
Arz kiya hai Apne liye lade to hum bure ho gaye Kya apne liye lade to hum bure ho gaye Ya to neend poori ho gayi Ya to khwab poore ho gaye
Haan sachi baat bata raha Kaun hai gareeb ka sahara 10000 deposit 2000 bhada Abhi kidhar nahi hai
Kaayar logon mein jigar nahi hai Khud se bane lala Isliye zindagi mein fikar nahi hai
Haan kya bolti hai company Kamayle bahot money Inko lag raha shane ban rahe Agle lag rahe bahot funny
Aapa chalen mat kar Aaiba apun kattar 37 sattar 17 tak pehchan hai
Haan kya bolti hai company Kamayle bahot money Inko lag raha shane ban rahe Agle lag rahe bahot funny
Haan aapa chalen mat kar Aaiba apun kattar 37 sattar 17 tak pehchan hai
Haan andar se tu naram Fateli kar raha bahar se Har koi kalakar Koi nahi kam gunehgar se
Sudhar gayele maa baap ko Ghuma rele car se Teer na talwar se Darte parvardigar se
Duniyadari chod beta kam dhandhe lag ja Sudhar gayele apne tak aaya to phir samajh ja Tujhse shana lala mere area ka bacha Maa boli mehnat kar galat raste mat ja
Ah batein nahi samjha rahi hai To jane de haan jane de Haan pehli fursat nikal Dusari wali ko aane de
Label wale bolen humko gaane de De diya jhol liya Label ke sath macha rele
Haan darwaje pe thak thak Paisa aa rahe fatt fatt Lage rahe munna bhai Raaste se tu hat mat
Aaj karega mehnat Fun hoga tera kal Hoga tu safal bas Aage badta chal Chal chal chal
Haan kya bolti hai company Kamayle bahot money Inko lag raha shane ban rahe Agle lag rahe bahot funny
Aapa chalen mat kar Aaiba apun kattar 37 sattar 17 tak pehchan hai
Haan kya bolti hai company Kamayle bahot money Inko lag raha shane ban rahe Agle lag rahe bahot funny
Haan aapa chalen mat kar Aaiba apun kattar 37 sattar 17 tak pehchan hai
Ye gaana poore desh ke liye Haan poora desh Poora desh chod poore duniya ke liye Haan sunte reh Mumbai walon ke taraf se Haan bantai mapulwachhi
Haan mumbai ke har ek Kone khopche gali se haan sadak Nave dialogue har din banish hai Baki kya public sunish hai samjhish hai Kya shot poora mumbai ek hai ek number Baki har jagah pe ek thek hai Har din dialogue ban rahe hosh mein
Song Credits
Song: Company
Artist: Emiway Bantai
Lyricist: Emiway Bantai
Musician: Sinato Beats
Label: Emiway Bantai
