Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics – Arijit Singh
Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics
Ishaq mere yaara, Oh mere yaara, Tu karle dobara, Kar le dobara.
Bas ik bar mein hi, Ik bar mein hi, Bhare na dil bechara, Bhare na dil bechara.
Sang rehne ke sham sawere, Kya karne hain waade bathere.
Hai zindagani agar char din ki, To lene hi kyun saat fere, Tune jawani mein seekha, Na jane kahan ka saleeka.
Jo pehle hi break up mein, Dil ne tere give up kar diya.
Ek baar hi kiya to yaaron, Pyaar kya kiya, Ek baar hi kiya to yaaron, Pyaar kya kiya.
Pyaar hota hota hota kayi baar hai, Sirf ek pe kiya to dil nisaar kya kiya, Sirf ek pe kiya to dil nisaar kya kiya, Pyar hota hota hota kayi baar hai, Pyar hota hota hota kayi baar hai.
Pehli mohabbat mein to, Lagta yahi hai darling, Mar jaunga jo mujhko ye na mili, Agli dafa mohabbat hoti hai to lagta hai, Ye wali mujhko pehle kyun na mili.
Wo dil kya bhala, Jo toota na kabhi, Pehli dafa chot kha ke, Kyun dil ko lagana hi chodein, Sab kuch mohabbat mein chalta hai to, Kyun na do char dil hum bhi todein.
Tune jawani mein seekha, Na jane kahan ka saleeka, Jo pehle hi break up mein, Dil ne tere give up kar diya.
Ek baar hi kiya to yaaron, Pyaar kya kiya, Ek baar hi kiya to yaaron, Pyaar kya kiya.
Pyaar hota hota hota kayi baar hai, Sirf ek pe kiya to dil nisaar kya kiya, Sirf ek pe kiya to dil nissar kya kiya, Pyar hota hota hota kayi baar hai, Pyar hota hota hota kayi baar hai.
Lets go lets go, Tainu pyaar di lorh ae, Chahida kinna ve, Bolo bolo.
Kadi dass de yaar nu, Inna inna ve, Say no say no.
Tainu pyaar di lorh ae, Chahida kinna ve, Bolo bolo.
Twaddi khidmat wich haazir, Ae lo ae lo, Pyaar hota hota hota kayi baar hai.
Song Credits
Song: Pyaar Hota Kayi Baar Hai
Album: Tu Jhoothi Main Makkaar
Artist: Arijit Singh
Actor: Ranbir Kapoor, Shraddha Kapoor
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Musician: Pritam
Label: T-Series