Chamkeeli Bushirt Mein
Chamkeeli bushirt mein re bhabhiAata hai bann thhann ke, re bhabhiGoggle lagaa ke kadak re bhabhiDekho pataya mujhe!
Sunday ke din bhi muha re bhabhiBaitha hai banyan mein re bhabhiSapne dikha ke chatak re bhabhiDekho fasaya mujhe
Hey shuru shuru mein scent laga keHey piche piche tera pallu pakad keJaldi aata tha gajra lata thaMeetha meetha sa chumma deta tha
Rang tune badla tever bhi badleBotal mein gir gaya main
Pee kar ke danga kare re bhabhiBebaat panga karey re bhabhiBatti bujha ke khud hi re bhabhiDeta hai gaali mujhe
Chamkeeli bushirt meinHai ata hai bann thann ke
Hero aata tha chup ke seMujh se lipat kar keLe jaata thha chutki le ke
Ghanto khud ko sajati hoonPaas bulaati hoonBhar ke nazar bhi na dekhe
Gori ek ek aansoon teraMotiyon ki mala jaiseRakhta thha dil se laga ke
Kyun ghar ki tu baatein le keBaithi hai bajariya meinShikvon ki tokri saja ke
Kya jaadoo chal gayaKya bhoot chadh gayaMain badal gayi yaAb palat gaya tuKhud hi chidh jaayeMujh pe chillaayeBadnaam kar na re!
Chamkeeli bushirt mein re bhabhiAata hai bann thhann ke re bhabhiGoggle lagaa ke kadak re bhabhiDekho pataya mujhe!
Apni bataati nahin re saaleMeri bhi sunti nahin re saaleJa ke padosiyon se re saaleMeri buraayi karey!
Din raat drame kare re saleBas mujh ko koasa karey re saaleJab main manaaoon ussey re saaleNakhre dikhaye mujhe
Ya ho andhere ya ho ujaaleSang chale voh, tujh ko sambhaaleRaahon mein jo bhi muskhilein aayeinTu saath ho toh jeet ke aaye
Dardon ko saare tere o goriDil mein chupa ke rakheAb jo bhi ho uss ki jaan o goriBindiya mein teri basse!
Watch now
Chamkeeli Bushirt Mein Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Amira Gill, Amrit Ramnath, Sarthak Kalyani
From the album
Dasara (Telugu)
Words by
Kausar Munir
Music by
Santhosh Narayanan
Music label
Saregama Music
Featuring
Keerthy Suresh, Nani
FAQ
Good to know
Who sings Chamkeeli Bushirt Mein?
Chamkeeli Bushirt Mein is performed by Amira Gill, Amrit Ramnath and Sarthak Kalyani.
Which album is Chamkeeli Bushirt Mein from?
Chamkeeli Bushirt Mein appears on the album Dasara (Telugu).
Who wrote the lyrics for Chamkeeli Bushirt Mein?
The lyrics for Chamkeeli Bushirt Mein were written by Kausar Munir.
Who composed the music for Chamkeeli Bushirt Mein?
The music for Chamkeeli Bushirt Mein was composed by Santhosh Narayanan.
Which music label released Chamkeeli Bushirt Mein?
Chamkeeli Bushirt Mein is associated with Saregama Music.
Who is featured in Chamkeeli Bushirt Mein?
Keerthy Suresh and Nani is featured in Chamkeeli Bushirt Mein.
