Awaara Lyrics – Tulsi Kumar
Awaara Lyrics
Sochte the hum ye Aisa hoga kya kabhi Tumse milke dil ye Meri sunta hi nahi

Pyaar kya ye hota hai Hum na jaan paate Agar meri zindagi mein Yaar tum na aate
Dil humara tha awaara Ab tumhara ho gaya Dil humara tha awaara Ab tumhara ho gaya
Jo bhi khwabon mein dikha tha Sach wo sara ho gaya

Tu hi dil mein mere hai Aur tu rubaru yun hai Kehna chahun tujhse sab Par lafz khoye khoye hai
Tu mera hi ban jaye bas Yehi hai duayein Teri batein sunte sunte Shamein ho subahein
Dil humara tha awaara Ab tumhara ho gaya Dil humara tha awaara Ab tumhara ho gaya
Jo bhi khwabon mein dikha tha Sach wo sara ho gaya
Dil humara tha awaara Ab tumhara ho gaya Dil humara tha awaara Ab tumhara ho gaya
Song Credits
Song: Awaara
Artist: Tulsi Kumar
Lyricist: Tulsi Kumar
Musician: Kaushik-Guddu
Label: T-Series