Dard-E-Dil Lyrics – Panther

Dard-E-Dil Lyrics

Suno mera dard e dil Usne zakham diya Fir wo hanske chal padi
Hum to unke muntazir Shikwe lakho par Chehre pe shikan nahi
Suno mera dard e dil Usne zakham diya Fir wo hanske chal padi
Hum to unke muntazir Shikwe lakho par Chehre pe shikan nahi
Usne jalaya humko Main usse jala kab Hota zara bata Aisa insaaf kaha par Daga kar fir uski dawa kar Baat bas itni si ki Gaya ni tu bata kar
Tumne rulaya humko Aansu na baha par Hota zara bata Aisa insaaf kaha par Jyada sunaya tune Aur fir suna kam Baat bas itni si ki Gaya ni tu bata kar
Padha kar tu Mere baare padha kar Jana hai kya upar leke Wafa tujhe bachakar
Hansi gaya fasa kar Hansi gayi bhula kar Koi ghayal na chute Jab koi chore gale laga kar
Nazm tere naam pe Toh deta hu kuch bada padh Ho gayi tu kharch Karunga kya itna kama kar
Jyada sunaya tune Aur fir suna kam Baat bas itni si ki Gaya ni tu bata kar
Suno mera dard e dil Usne zakham diya Fir wo hanske chal padi
Hum to unke muntazir Shikwe lakho par Chehre pe shikan nahi
Suno mera dard e dil Usne zakham diya Fir wo hanske chal padi
Hum to unke muntazir Shikwe lakho par Chehre pe shikan nahi
Kehna to hai kaafi tumse Shayad ek baar to mang logi maafi mujhse Log kehte hum na reh gaye hai pehle jaise Shayad tu reh gayi hai kaafi mujhme
Bhari duniya lagti khali si hai Na hu akela par akelepan ka sath bhi hai Tu gayi to chala gaya sukoon bhi Ab kisi jism mein tere jism sa araam ni hai
Chehra kaafi par hai tera chehra nahi Kehte sab par koi tumsa kehta nahi Rehne ko hai kaafi ghar mere paas Par na gharme hoti tu to Ghar bhi gharsa lagta nahi
Lagta nahi ghar sa Lagta nahi nahi nhai Lagta nahi ghar bhi Gharsa lagta nahi
Sab kuch paa kar bhi Sab kho diya hai Kiya itna sab par tu na Toh fir kyu kiya hai
Jhagadta na hai Mujhse ab koyi Apne mein hu rehta kyu ki Apno ko hi kho diya hai
Suno mera dard e dil Usne zakham diya Fir wo hanske chal padi
Hum to unke muntazir Shikwe lakho par Chehre pe shikan nahi
Suno mera dard e dil Usne zakham diya Fir wo hanske chal padi
Hum to unke muntazir Shikwe lakho par Chehre pe shikan nahi
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Dard-E-Dil

Artist: Panther

Lyricist: Panther

Musician: Ankee

Label: Sony Music India