Shikayat Lyrics – Ved Sharma | Prince Narula
Shikayat - Ved Sharma
Bus khuda se itni shikayat Kyun tu mera hua hi nahi Kuch lamhon ki maangi thi mohlat Kyun tu mera hua hi nahi
Haan maine maangoon izazat Haan karke bagawat Tu mera hua hi nahi
Maine maangi thi tujshe woh saansein Jinme basti hai saansein meri
Bus khuda se hain itni shikayat Kyun tu mera hua hi nahi
Mujhe agar teri yaad aaye Kaise kise hum bataye haan Jee kar bhi kaise jiyun main Haq me nahi hai yeh hawayein Fasle faislon ki wajah the Ishq kaamil hua hi nahi
Bus khuda se hain itni shikayat Kyun tu mera hua hi nahi
Mera marz tu hai dawa bhi Main hu yeh raatein gawah bhi haan Jinn raaston pe khuda na Mujhko mila tu waha bhi
Naam tere safar yeh kiya par Hum safar tu hua hi nahi
Bus khuda se hain itni shikayat Kyun tu mera hua hi nahi
Song Credits
Song: Shikayat
Artist: Ved Sharma
Actor: Prince Narula, Yuvika Chaudhary
Lyricist: Haarsh Limbachiyaa
Musician: Ved Sharma
Label: VYRL Originals
