Yaad Teri Aaye Baar Baar
Aankhein tujhe dhoondneJaye to jaye kahanPuchu main kis-se bataBole na pagal hawa
Tu hi hai zaruriKarle mera aitbaarTu hi hai zaruriKarle mera aitbaar
Yaad teri aaye baar baarYaad teri aaye baar baar
Has raha hoon fir bhiDil hai mera bekararHas raha hoon fir bhiDil hai mera bekarar
Yaad teri aaye baar baarYaad teri aaye baar baar
Kali kali raaton jaiseDin hai mere yaaraKaise bolun tujh bin kaiseKarta hoon guzara
Oh kali kali raaton jaiseDin hai mere yaaraKaise bolun tujh bin kaiseKarta hoon guzara
Ye jo aankhon mein chehra tera haiMere jeene ki asli wajah haiTu hi bas nahi haiChehre hain hazaar
Yaad teri aaye baar baarYaad teri aaye baar baarYaad teri aaye baar baarOh yaad teri aaye baar baar
Aankhein tujhe dhoondneJaye to jaye kahanPuchu main kis-se bataBole na pagal hawa
Watch now
Yaad Teri Aaye Baar Baar Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Saaj Bhatt
Words by
Azeem Shirazi
Music by
Sandeep Batraa
Music label
Voilà! Digi
Featuring
Pooh In Korea, Sourav Joshi
FAQ
Good to know
Who sings Yaad Teri Aaye Baar Baar?
Yaad Teri Aaye Baar Baar is performed by Saaj Bhatt.
Who wrote the lyrics for Yaad Teri Aaye Baar Baar?
The lyrics for Yaad Teri Aaye Baar Baar were written by Azeem Shirazi.
Who composed the music for Yaad Teri Aaye Baar Baar?
The music for Yaad Teri Aaye Baar Baar was composed by Sandeep Batraa.
Which music label released Yaad Teri Aaye Baar Baar?
Yaad Teri Aaye Baar Baar is associated with Voilà! Digi.
Who is featured in Yaad Teri Aaye Baar Baar?
Pooh In Korea and Sourav Joshi is featured in Yaad Teri Aaye Baar Baar.
