Jab Mil Jao Lyrics – Raj Barman
Jab mil jao kisi mod pe Pehchan na lena Jab ho jaye mera samna To jaan na lena
Jab mil jao kisi mod pe Pehchan na lena Jab ho jaye mera samna To jaan na lena
Bhula hu badi muskil se tujhe Jeena aa gaya tujh bin hai mujhe Bhula hu badi muskil se tujhe Jeena aa gaya tujh bin hai mujhe
Jab mil jao kisi mod pe Pehchan na lena
Main tere pyar mein Dooba tha kis qadar Dekhu jaha bas tuhi Aaye nazar
Main tere pyar mein Dooba tha kis qadar Dekhu jaha bas tuhi Aaye nazar
Tha jo mera jahan Tere naam kar diya Tujhko nahi itni khabar Oh be khabar
Kabhi rota hai Kabhi tere liye hase Jeena aa gaya tujh bin Hai mujhe
Jab mil jao kisi mod pe Pehchan na lena
Raat dhal jaye to Din gujarta nahi Aisa kiya tere ishq ne Mujhpe asar
Raat dhal jaye to Din gujarta nahi Aisa kiya tere ishq ne Mujhpe asar
Dil bikhar jayega Dar hai mar jayega Kaise katega tere bin Mera yeh safar
Har lamha kyu ab Tanhai dase Jeena aa gaya tujh bin Hai mujhe
Jab mil jao kisi mod pe Pehchan na lena
Song Credits
Song: Jab Mil Jao
