Now readingJubin Nautiyal

Pehli Baarish Mein

Pehli Baarish Mein

Pehli Baarish Mein

Tere aane pe jane kyunMeri duniya thahar jayeTu jaye to jane kyunTera chehra nazar aaye
Har subah ghar se niklunKisi aur jagah jane koPar raah wo le leta hoonJo tere ghar jaye
Main bheegna chahta hoonTere pyaar ki barsaton meinKahin beet na jaye sawanIsi guzarish mein
Main ho gaya hoon deewanaPehli baarish meinMain ho gaya hoon deewanaPehli baarish mein
Dil dil nahi raha meraTeri chahat meinDil dil nahi raha meraTeri chahat mein
Main ho gaya hoon deewanaPehli baarish meinMain ho gaya hoon deewanaPehli baarish mein
Taare dhoonda karta hoonBhari barsaton meinMain ho gaya hoon deewanaPehli baarish mein
Main ho gaya hoon deewanaPehli baarish meinPehli baarish mein
Haan tere lab se boonde jo takrayeTeri zulfon se jo chalak jayePani mein aag hi lag jayeIs bheegi raat mein
Usme meri koi galti nahiKabhi chalti hai kabhi chalti nahiDhadkan ye meri sambhalti nahiJab tu ho sath mein
Aankhein na kholun is dar seTera khwab toot na jayeKya hal kar diya meraTeri khwahish ne
Main ho gaya hoon deewanaPehli baarish meinMain ho gaya hoon deewanaPehli baarish mein
Deewana deewana deewanaChahat mein teri main deewanaHo ho deewana deewana deewanaChahat mein teri main deewana
Hothon ki ye narmiyanSawan ki ye bijliyanAankhon mein khone doHoti hai hone doThodi haseen galtiyan
Aye badal aaj baras jaMeri sifarish meinAye badal aaj baras jaMeri sifarish mein
Main ho gaya hoon deewanaPehli baarish meinMain ho gaya hoon deewanaPehli baarish mein
Dil dil nahi raha meraTeri chahat meinMain ho gaya hoon deewanaPehli baarish mein
Taare dhoonda karta hoonBhari barsaton meinMain ho gaya hoon deewanaPehli baarish mein
Main ho gaya hoon deewanaPehli baarish meinMain ho gaya hoon deewanaPehli baarish mein
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Pehli Baarish Mein Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Pehli Baarish Mein?

Pehli Baarish Mein is performed by Jubin Nautiyal.

Who wrote the lyrics for Pehli Baarish Mein?

The lyrics for Pehli Baarish Mein were written by Gautam G Sharma and Gurpreet Saini.

Who composed the music for Pehli Baarish Mein?

The music for Pehli Baarish Mein was composed by Rochak Kohli.

Which music label released Pehli Baarish Mein?

Pehli Baarish Mein is associated with T-Series.

Who is featured in Pehli Baarish Mein?

Gurmeet Choudhary, Jubin Nautiyal and Karishma Sharma is featured in Pehli Baarish Mein.