Now readingAhad Khan

No Way To Nowhere

No Way To Nowhere

No Way To Nowhere

Aao hum chalein wahaJahan na koi aasmaanPairon mein zameen na hoNa khushiyan na ho ghum jahan
Aao hum chalein wahaJahan na koi aasmaanChehron pe hansi rahe sadaChal aa chal wahan
Haan aa kya tere khamoshi koHaan samjhu ya haan nahi mainTu meri un kahi se jaan le..
Main apni qismaton koKhud hi likhta aa raha huTu mera hai ab tu ye maan le..
Tere bina jana wahanMaine kabhi socha nahiHai mushkilien in raahonAur tune bhi aana nahi
Main bhatka phiru mera ghar hi nahiSafar aisa hai humsafar hi nahiWo duniya hai bas ek shehar hi nahiSab kehte phire ke le chal wahi
Jahan jaan jaane ka dar hi nahiSukoon hi sukoon hai fikar hi nahiSab hi rakh ke chalte haiKhushiyan dilon meinWahan to ghamon ka zikar hi nahi
Mudti hai raahein jahan mann chaleTu sath ho to hi dhadkan chaleShayad fir hum kal rahe na raheinToh thaamo ye hath chalo chal lein
Aao hum chale wahaJahan na koi aasmaanPairon mein zameen na hoNa khushiyan na ho ghum jahan
Aao hum chale wahaJahan na koi aasmaanChehron pe hansi rahe sadaChal aa chal wahan
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

No Way To Nowhere Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

Music label

AUR

FAQ

Good to know

Who sings No Way To Nowhere?

No Way To Nowhere is performed by Ahad Khan and Usama Ali.

Who wrote the lyrics for No Way To Nowhere?

The lyrics for No Way To Nowhere were written by Ahad Khan and Usama Ali.

Who composed the music for No Way To Nowhere?

The music for No Way To Nowhere was composed by Raffey Anwar.

Which music label released No Way To Nowhere?

No Way To Nowhere is associated with AUR.