4.10 Lyrics – Divine

4.10 Lyrics

Tere ni karara mainu patteya Tere ni karara mainu patteya Das main ki pyar wichon khatteya Tere ni karara mainu puteya
Mila nashte mein aasu aur sapne mein jaadu Jab mil jata sab usko rakhne mein kaabu Is mic ko main kya du kuch likh ke main gaadu Mere bol karte heal kabhi lagta main sadhu Ye ghode hai alag ispe chalta nahi hai chaabuk Ye divine time hai dost rakh aankh niche daaku
Suna bolte neech tera bahot neech hai baapu Ginti hai rhymes mein toh rapper hai padhaku Hum talwar hai dost aur ye rapper hai nakhun Soch agar maaf hote saath khun soch
Jo sath aaye yaad unn saato se jaa door Haan t-shirt hai white aur ye jordan hai jamun Langda hai insaan aur andha hai kanoon Main khud ki pechaan hu aur khud ka samman hu Tu sahi tere jagah pe main sahi mein divine hu
Kabhi baith ke sochta ye Mere jaise sochte nahi Arabon mein ek chote Ladka tere roz ka nahi
Papa ke ye bojh ka nahi Opps ke ye dost ka nahi Bolta hai par pohochta nahi
Ponch daale aansu Post kar raha tu pukaar kar bas 10 min mein khush hona Time dekhe 4.10 Ruk jana kabhi haar mat 10 min mein khush hona Time dekhe 4.10
Tere ni karara mainu patteya Tere ni karara mainu patteya Das main ki pyar wichon Main ki pyar wichon
Tere ni karara mainu patteya Main ki pyar wichon
Haan sirf fit hone ke liye Sound switch nahi karte Aur lit hone ke liye clown Shit nahi karte
Paise ungli sujha deti hai Isliye count-ich nahi karte 6 yorker daale ball bounc-ich nahi karte Track pe main bolt aur kiss hu mai verses pe Jeet ho ya haar takat hai sirf koshish mein Mehnat aur dimaag tu khud apna jyotish hai Buddy poora focus mein asli tu bogus hai
Jo bhi kiya maine Khud se mai khud pe main Jalne do jalti hai dar kya zamane ka Jin ke paas nahi wo bole paisa kya Paisa hi paisa hai paisa kamane ka
Ab kabhi baith ke sochta ye Mere jaise sochte nahi Arabon mein ek chote Ladka tere roz ka nahi
Papa ke ye bojh ka nahi Opps ke ye dost ka nahi Bolta hai par pohachta nahi Ponch daale aansu
Post kar raha tu pukaar kar bas 10 min mein khush hona Time dekhe 4.10 ruk jana kabhi haar mat 10 min mein khush hona time dekhe 4.10
Tere ni karara mainu patteya Tere ni karara mainu patteya Das main ki pyar wichon Main ki pyar wichon
Tere ni karara mainu patteya Main ki pyar wichon
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: 4.10

Artist: Divine, Lal Chand Yamla Jatt

Actor: Divine

Lyricist: Lal Chand Yamla Jatt

Musician: Arsh Heer, Zzorawar

Label: Divine