Aisa Main Shaitaan Lyrics In Hindi
जादू है जुबां वस में करलूं जानतो कानपे आत्मा ऐसा मैं शैतानतंतर ना मंतर ना कोई अंतरमुझसे है बलवान ऐसा मैं शैतान
काली रातों का काला साया हूँकाल मेरे वस में काली माया हूँमेरी इच्छा से दुनिया चलती हैमेरे वस में कठपुतली की जानऐसा मैं शैतान
ऐसा मैं शैतानऐसा ऐसा ऐसा…
मेरे जैसा कोई कभी ना हुआ हैमेरी शक्तियों में प्रेतों की दुआना ही मैं मिटा था ना ही ना ही मैं मिटूंगामेरा तो मुकद्दर देखो मैंने ही लिखा
मैं शिकारी सब पे भारीछेड़ोगे जो तुम जागेगा हैवानसबके अंदर ही सोया है शैतानकब्जे में शैतान न कर पाया इंसानइसलिए इंसान फिर बनता शैतान
काली रातों का काला साया हूँकाल मेरे बस में काली माया हूँतुम खिलौने हो तुमसे खेलूंगाखेल खेल में पहुंचा दूं शमशानऐसा मैं शैतान
ऐसा मैं शैतानऐसा ऐसा ऐसाऐसा मैं शैतानऐसा ऐसा ऐसा…
Jaadu hai jubaan vas mein karlun jaanTo kaanpe aatma aisa main shaitaanTantar na mantar na koi antarMujhse hai balwaan aisa main shaitaan
Kaali raaton ka kala saya hoonKaal mere vas me kaali maya hoonMeri ichha se duniya chalti haiMere vas mein kathputli ki jaanAisa main shaitaan
Aisa main shaitaanAisa aisa aisa…
Mere jaisa koi kabhi na hua haiMeri shaktiyon mein preton ki duaNa hi main mita tha na hi na hi main mitungaMera to muqaddar dekho maine hi likha
Main shikari sab pe bhaariChhedoge jo tum jaagega haiwaanSabke andar hi soya hai shaitaanKabze mein shaitaan na kar paya insaanIsliye insaan fir banta shaitaan
Kaali raaton ka kala saya hoonKaal mere bas me kaali maya hoonTum khilone ho tumse khelungaKhel khel me pahuncha du shamshaanAisa main shaitaan
Aisa main shaitaanAisa aisa aisaAisa main shaitaanAisa aisa aisa…
Watch now
Aisa Main Shaitaan Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Raftaar
From the album
Shaitaan (Film)
Words by
Kumaar
Music by
Amit Trivedi
Music label
Panorama Music
Featuring
Ajay Devgn
FAQ
Good to know
Who sings Aisa Main Shaitaan?
Aisa Main Shaitaan is performed by Raftaar.
Which album is Aisa Main Shaitaan from?
Aisa Main Shaitaan appears on the album Shaitaan (Film).
Who wrote the lyrics for Aisa Main Shaitaan?
The lyrics for Aisa Main Shaitaan were written by Kumaar.
Who composed the music for Aisa Main Shaitaan?
The music for Aisa Main Shaitaan was composed by Amit Trivedi.
Which music label released Aisa Main Shaitaan?
Aisa Main Shaitaan is associated with Panorama Music.
Who is featured in Aisa Main Shaitaan?
Ajay Devgn is featured in Aisa Main Shaitaan.
