Bematlab Lyrics – Asim Azhar | Talha Anjum
Bematlab Lyrics - Asim Azhar
Bematlab hui humari zindagi Bematlab hui hai saari bandgi
Kiven samjhawan tenu Ishq da rog ae mainu Kiven samjhawan tenu Ishq da rog ae mainu
Zehmat hi sahi kya aisi berukhi Mujhko aisi na saza de Apne bin jeena sikha de Yaaden saari pal mein jala de Khoya hoon main ghar ka pata de
Hijar ke ye pal guzarne ko raazi nahi Dil mein bedili hai bechaini khati rahi Khushbuein hain teri nazar kyu tu aati nahi Dil ke baagh mein ab koile bhi gati nahi Tere piche main dewaana ik zamane se Ik zamana mujhpe guzra tere jaane se
Rawani nahi hai saans mein Dooba hoon jaise paani mein Mujhe shor nahi chahiye Gehraiyon mai jaane de
Ab mujhpe jo guzar rahi Tumhe to koi khabar nahi Tere tarike hi karein benaqaab tujhe Dil e betaab karein bezar mujhe Dil ab banjar koi zinda shajar nahi
Chand yar hi ab dikhein mere sath mujhe Padhein zehen mera samjh ke kitaab mujhe Kehti ho mujhe bas jee aur aap tum Paharoun ke beech chupa ik talaab tum Meri mehfiloun ki ronaq or adab tum Agar main mausiqi hoon toh fir rabab tum
Ab tu bhi hai akeli and i know Teri kul mila ke saheliyaan do Fake smile but the pain still shows Tu chup rahe where you could let it go
Bekaraari hai raat bhaari hai Chain na mile kahin pal bhar
Rog ye tera ham pe taari hai Chha rahi hai dil mein halchal (halchal)
Wekhan main teriyan raawan Uth de kyon digda jaawan Wekhan main teriyan raawan Tere wal main turda jaawan Bematlab hui hamari bekhudi
Mujhko aisi na saza de Apne bin jeena sikha de Yaaden saari pal mai jala de Khoya hoon main ghar ka pata de
Hijar ke ye pal guzarne ko raazi nahi Dil mein bedili hai bechaini khati rahi Khushbuein hain teri nazar kyu tu aati nahi Dil ke baagh mein ab koile bhi gati nahi
Hijar ke ye pal guzarne ko raazi nahi Dil mein bedili hai bechaini khati rahi Khushbuein hain teri nazar kyu tu aati nahi Dil ke baagh mein ab koile bhi
        Song Credits
Song: Bematlab
Artist: Asim Azhar, Talha Anjum
Actor: Asim Azhar, Talha Anjum
Lyricist: Asim Azhar, Talha Anjum
Musician: Asim Azhar
Label: Asim Azhar
