Shukriya
Zindagi chal tera shukriyaShayad mile na tu kal ki subahJo diya humne hass ke liyaAye zindagi tera chal shukriya
Har saans ka har khwaab kaUmeed ke sailaab kaTujhse judi har baat ka shukriya
Teri dhoop ka barsaat kaThama jise uss haath kaAcche bure haalat ka shukriyaShukriya shukriya shukriya shukriya
Milna beechadana aana jaanaTaye hai sab kuch pehle sePyar bhare pal baandh ke rakhleBaaki sab kuch rehne de
Kuch nahi haath aayega yahaPhir bhi aye zindagi tera shukriyaKuch nahi haath aayega yahaPhir bhi aye zindagi tera shukriya
Albida rehna tu khush sadaShayad milu na main kal ki subahAlbida rehna tu khush sadaShayad milu na main kal ki subah
Om namah shivayaOm namah shivayaOm namah shivayaOm namah shivaya
Shukriya shukriya!
Watch now
Shukriya Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Jubin Nautiyal, K.K
From the album
Sadak 2
Words by
Rashmi Virag
Music by
Jeet Gannguli
Music label
Sony Music India
Featuring
Aditya Roy Kapoor, Alia Bhatt
FAQ
Good to know
Who sings Shukriya?
Shukriya is performed by Jubin Nautiyal and K.K.
Which album is Shukriya from?
Shukriya appears on the album Sadak 2.
Who wrote the lyrics for Shukriya?
The lyrics for Shukriya were written by Rashmi Virag.
Who composed the music for Shukriya?
The music for Shukriya was composed by Jeet Gannguli.
Which music label released Shukriya?
Shukriya is associated with Sony Music India.
Who is featured in Shukriya?
Aditya Roy Kapoor and Alia Bhatt is featured in Shukriya.
