Bonita
Badass..!
Yeah! smith 32-bore aakhein tere hai bonitaShawty you don’t know mere dil pe kya beetaKarun reminisce all the time tere baareSab se kareeb meri tu hi hai amiga
On spot murder karti na wait yahanBandi on a kill street koyi bhi na safe yahanJab bhi woh ghar ki hai karti safaiNikalta aashiqon ka malba tu dekh yahan
Hooron ki zameen pe talaash nahi hotiNa karta deedar vo jo khaas nahi hotiHar ek move khaas bandi exclusiveLike a blunt yaaron mein wo pass nahi hoti
Tu karti deserve on loop ye wafayeinMain hass ke kabool karun teri ye sazayeinAaja barsa de tere husn ki baarishKaali kaali zulfon ki mere pe ghatayein
Tumhari nazr e karamHo to kaam ho jayeAda se dekh loKissa tamaam ho jaaye
Tumhare dar pe mainKarta hu isiliye sajdeNa jane kon seSajde mein kaam ho jaaye
Tumhari nazr e karam
Husn walo ko na dil doYe dagha dete haiPehle dil lete haiFir jaan bhi le lete hai
Apne matlab ki har ek baatPakad lete haiUngli miljaye to yeHath pakad lete hain
Vaada karte hai magarSaaf mukar jaate hainSaamne aaye tohKatra ke guzar jaate hai
Dosti inki na achhiNa mohabbat acchiIn haseeno se to haiDoor ki chahat acchi
Jisko ye zulf kiZanjeer se aazaad kareDeen to deen haiDuniya mein bhi barbaad kare
Tumhari nazr e karamHo to kaam ho jayeAda se dekh loKissa tamaam ho jaaye
Tumhare dar pe mainKarta hu isiliye sajdeNa jane kon seSajde mein kaam ho jaaye
Tumhari nazr e karam
Watch now
Bonita Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Yo Yo Honey Singh
From the album
Glory
Words by
Leo Grewal
Music by
Yo Yo Honey Singh
Music label
T-Series
FAQ
Good to know
Who sings Bonita?
Bonita is performed by Yo Yo Honey Singh.
Which album is Bonita from?
Bonita appears on the album Glory.
Who wrote the lyrics for Bonita?
The lyrics for Bonita were written by Leo Grewal.
Who composed the music for Bonita?
The music for Bonita was composed by Yo Yo Honey Singh.
Which music label released Bonita?
Bonita is associated with T-Series.
