Dhadkano Main
Tu hai qismat ki dua hubahuTu hai ya hai aasman rubaru
Door jitne rahen saans utni hon kamTu chhuye to mile saans ko sau janamJism kho bhi gaya torooh se tere hain ham
Dhadkanon mein dhadkanon meinTujhe hi sunte hain hamDhadkanon mein dhadkanon meinTujhe hi sunte hain ham
Tu hai qismat ki dua hubahuTu hai ya hai aasman rubaru
Main teri tu meri parchhaiyanTu hai to hain bhari rangeeniyan
Na jane kyu aisa lageMujhme main nahinFeeka feeka hai ye manGhul ja isme tu kahin
Teri aankhon se baandh ke main rakhoonYoon khud ka har kinaraChaahe jannat sa ho koi shaharTujhsa nahin nazara
Dhadkano mein dhadkano meinTujhe hi sunte hain hamDhadkanon mein dhadkanon meinTujhe hi sunte hain ham
Dil ki raahen meri tere paas haiHai sab ab bewajah tu khaas hai
Jo khud se keh na sake tujhse keh de kyaSagar jitna hai bhara usse zyada hun tera
Chaahe raste bhale phoolon bhareMeri zameen tu haiBeshaq raaton pe ye chanda sajeSabse haseen tu hai
Dhadkano mein dhadkano meinTujhe hi sunte hain hamDhadkanon mein dhadkanon meinTujhe hi sunte hain ham
Watch now
Dhadkano Main Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Javed Ali, Palak Muchhal
From the album
Martin
Words by
Munavar
Music by
Mani Sharma
Music label
Saregama Music
Featuring
Dhruva Sarja
Directed by
A P Arjun
FAQ
Good to know
Who sings Dhadkano Main?
Dhadkano Main is performed by Javed Ali and Palak Muchhal.
Which album is Dhadkano Main from?
Dhadkano Main appears on the album Martin.
Who wrote the lyrics for Dhadkano Main?
The lyrics for Dhadkano Main were written by Munavar.
Who composed the music for Dhadkano Main?
The music for Dhadkano Main was composed by Mani Sharma.
Which music label released Dhadkano Main?
Dhadkano Main is associated with Saregama Music.
Who is featured in Dhadkano Main?
Dhruva Sarja is featured in Dhadkano Main.
Who directed Dhadkano Main?
Dhadkano Main was directed by A P Arjun.
