Aabaad Barbaad Lyrics – Arijit Singh | From Ludo
Aabaad Barbaad Lyrics
Ya toh barbaad kar do
Ya toh barbaad kar do Ya phir aabad kar do Ya toh barbaad kar do Ya phir aabad kar do
Woh ghalat tha ye sahi hai Jhooth ye aaj keh do
Itna ehsaan kar do Itna ehsaan kar do Poore armaan kar do
Lab pe aakar jo ruke hai Dhaai woh harf keh do
Meri saanson se judi hai Teri har saans keh do Mushkil aasaan kar do
Kar do..
Mushkil asaan kar do Ya to barbaad kar do Ya phir abaad kar do Ya toh barbaad kar do
Meetha sa yeh zeher Main toh peeta rahunga Tu khuda na sahi Main toh sajde karunga
Hmm..
Meetha sa yeh zehar Main toh peeta rahunga Tu khuda na sahi Main toh sajde karunga
Tum jo shirin na huye kya Humko farhaar kar do
Meri saanson se judi hai Teri har saans keh do Mushkil aasaan kar do
Ya toh barbaad kar do Ya phir aabaad kar do Ya toh barbaad kar do
Kar do…
Khaabon ko jagah na mili aankhon mein Wahan pehle se sailaab tha Nagmein banata phira saajon pe Dil apna fakt mizrab tha
Hmm…
Khaabon ko jagah na mili aankhon mein Wahan pehle se shailaab tha Nagmein banata phira saajon pe Dil apna fakt mizrab tha
Meri bejaan harsraton ko Qaabil-E-Daar kar do Meri saanson se joodi hai Teri har saans keh do Itna ehsaan kar do
Kar do..
Itna ehsaan kar do Poore armaan kard do Ya toh barbaad kar do Ya phir abad kar do
Song Credits
Song: Aabaad Barbaad
Album: Ludo Movie (2020)
Artist: Arijit Singh
Actor: Aditya Roy Kapoor, Sanya Malhotra
Lyricist: Sandeep Srivastava
Musician: Pritam
Label: T-Series