Now readingRaftaar

Aage Chal

Aage Chal

Aage Chal

Raftaar!
Wo bole mujhe thoda aage chalMain aage chalta chala gayaWo bole mujhe thoda aage badhMain aage badhta chala gaya
Raftaar!
Wo bole mujhe thoda aage badhAage badh
Sann 1988, november 16Kisi ko thi na khabar zara siKe aaya duniya mein ek kalakaarJo banega star desi hip-hop ki zubaaniZalzala tufaani jo labzon mein tusamiJo ladd gaya zamaane se bann gaya kahaaniHuya sab kuchh jaisa maine sochaAdhi mehnat aadhi rehmat thi khuda kiPaaun rehte zameen par meri aankh aasmaan parKi karoon use haansilSuna sabo par banaya khud kaSikha nahi tha rukna tabhi bana main kaabil
Pagal hua jab suna maine rap kisi dost ki wajah seAaj use mera thank youBana jariya kamaya bhara pet maineLogo ki pasan mein bhi hua phir shaamilKaatil bulaate mujhe yaar mereKara nahi rap maine kabhi banne ke liye coolYaar dost aaj bhi wahi hote dusari mein saath mereTab sachdeva tha school
Gucci barsaachi rada zara sab parKabhi kabhi pehnu main shirt 200 waaliTaaki apni aukaat aur uss shuruaat koGalti se jaun na bhool
Wo bole mujhe thoda aage chalMain aage chalta chala gayaWo bole mujhe thoda aage badhMain aage badhta chala gaya
Wo bole mujhe thoda aage chalMain aage chalta chala gayaWo bole mujhe thoda aage badhMain aage badhta chala gaya
Aage chala..Aage aage chalaWo bole aage badhAage badh
Bade sapne jo dekhe din raat joAisi aulaad mili mere maa baap koPet kaata apna diya jo tha bas kaPura kiya mere har chhote mote khaab koAaj wo hai khush kehte hai kuchh kar gayaKaise main chukayun ab unke hisaab koGoli chal mat mujhe mare bina dharti peBeta nahi pala paala ek shehlaad koChalo band karta hu aisi baateinMain hawa mein faila di thodi seriousnessAise gaane hi karunga promoteKharchunga yahi note chahe views aaye lessHaan yes yahan kad jaada bikta haiJhoot yaha hitt hai such nahi dikhta haiKon hitt kitna hai kaisa hai kisi ko samajh nahiSabko hi waisa hi dikhna haiJinka hai, kuchh aisa hi plan karo dhayanKe main sab ka nakli jad se mitaane waala
Kehte hai mujhe rap karo slow ye loAgli baar main dheere nahi gaane walaKaron mann lo photo mere tan kiMujhse jaada sanki nahi hai tera starWo sky high main antrikash paarSiyahi de gawahi kalamkaar raftaar raah
Wo bole mujhe thoda aage chalMain aage chalta chala gayaWo bole mujhe thoda aage badhMain aage badhta chala gaya
Wo bole mujhe thoda aage chalMain aage chalta chala gayaWo bole mujhe thoda aage badhMain aage badhta chala gaya
Kalam dharam hai karni sharam naZakham zakham lagte merham naSakan lagan dukhti tapal naSagan sagan badhti rakam aa..
Wo bole mujhe thoda aage chal
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Aage Chal Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Aage Chal?

Aage Chal is performed by Raftaar.

Who wrote the lyrics for Aage Chal?

The lyrics for Aage Chal were written by Raftaar.

Who composed the music for Aage Chal?

The music for Aage Chal was composed by Raftaar.