Aarambh Lyrics (Gulaal) – Piyush Mishra

Aarambh Lyrics from movie Gulaal: is viral Hindi song sung by Piyush Mishra featuring K K Menon with music is also composed by Piyush Mishra while Aarambh Hai Prachand song lyrics are beautifully crafted by Piyush Mishra. The music video released by T-Series YT Channel. Get Aarambh Song Information

Aarambh Lyrics

Aarambh hai prachand, Bole mastakon ke jhund, Aaj jung ki ghadi ki, Tum guhaar do.
Aarambh hai prachand, Bole mastakon ke jhund, Aaj jung ki ghadi ki, Tum guhaar do.
Aan baan shan, Ya ki jaan ka ho daan, Aaj ek dhanush ke baan pe, Utaar do.
Aarambh hai prachand, Bole mastakon ke jhund, Aaj jung ki ghadi ki, Tum guhaar do.
Aan baan shan, Ya ki jaan ka ho daan, Aaj ek dhanush ke baan pe, Utaar do.
Aarambh hai prachand.
Man kare so pran de, Jo man kare so pran le, Wahi to ek sarvashaktiman hai.
Man kare so pran de, Jo man kare so pran le, Wahi to ek sarvashaktiman hai.
Krishn ki pukaar hai, Ye bhagavata ka saar hai, Ki yuddh hi veer ka praman hai.
Kauravo ki bheed ho ya, Paandavo ka neerh ho, Jo lad saka hai, Wohi to mahaan hai.
Jeet ki hawas nahi, Kisi pe koi vash nahi, Kya zindagi hai, Thokaron pe maar do.
Maut ant hai nahi, To maut se bhi kyon daren, Ye jake aasman mein dahaad do.
Aarambh hai prachand, Bole mastakon ke jhund, Aaj jung ki ghadi ki, Tum guhaar do.
Aan baan shan, Ya ki jaan ka ho daan, Aaj ek dhanush ke baan pe, Utaar do.
Aarambh hai prachand.
Ho daya ka bhav, Ya ki shaurya ka chunab, Ya ki haar ka wo ghab, Tum ye soch lo.
Ho daya ka bhav, Ya ki shaurya ka chunab, Ya ki haar ka wo ghab, Tum ye soch lo.
Ya ki poore bhal par, Jala rahe vijay ka lal, Lal ye gulaal tum ye soch lo.
Rang kesari ho ya, Mridang kesari ho ya ki, Kesari ho taal, Tum ye soch lo.
Jis kavi ki kalpana mein, Zindagi ho prem geet, Us kavi ko aaj tum nakaar do.
Bheegti mason mein aaj, Foolti ragon mein aaj, Jo aag ki lapat ka, Tum baghar do.
Aarambh hai prachand, Bole mastakon ke jhund, Aaj jung ki ghadi ki, Tum guhaar do.
Aan baan shan, Ya ki jaan ka ho daan, Aaj ek dhanush ke baan pe, Utaar do.
Aarambh hai prachand, Aarambh hai prachand, Aarambh Hai Prachand .
Written by: Piyush Mishra
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!
Aarambh Lyrics (Gulaal) - Piyush Mishra

Aarambh Song Info:

Song: Aarambh
Movie: Gulaal
Singer(s): Piyush Mishra
Musician(s): Piyush Mishra
Lyricist(s): Piyush Mishra
Cast: K K Menon
Label(©): T-Series
Scroll to Top