Now readingShubham Sarkar

Aasan Tha

Aasan Tha

Aasan Tha

Saanjh ke jahrokho meinKyun tera hua naRaat ke khalishon meinKyun gum ho jaana
Karvate ab badal gayiDar badar si kar gayiNindon ka meriKyun gum ho jaana
Aasan tha tera mujhe bhulanaEhsaan tha tera muskuranaYaad kar woh beete pal joSath humne guzare
Wo akadna wo jhagadnaKhoobsurat nazaraeKuch dino ka tha tera mera afsanaAasan tha tera mujhe bhulana
Yaadein teri mujhse judiKyun tu na samjhe aye ajnabiKya main kahun kaise kahunTham si gayi hai tujh bin duniya meri
Yaad kar wo beetein kal joSath humne guzareWo akadna vo jhagadnaKhoobsurat nazaare
Tere saanso mein bass mera haq haiIss baat pe kyun tujhko shaq haiEk pal bhi main ab jee nahi saktaTujhe paane ka sirf mera haq hai
Jaan kar bhi kyun na jaaneTu baatein meri naa maaneJeena mera marna meraBas tere hi hawale
Aasan thaEhsaan tha tera muskurana
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Aasan Tha Music Video