Ab Tere Bin Nahin Jeena Lyrics – Ankush Bhardwaj
Ab Tere Bin Nahin Jeena Lyrics
Vaabasta hai mere dil mein Teri aashiqui ka aalam Teri mohabbat mein doob gaya hai Meri yadon ka mausam
Tu hai mujhme kuch is tarah Sagar mein nadiya ho jis tarah
Aag lagaye dil mein sawan ka mahina Maine tay kar liya hai oh yara Ab tere bin nahi jeena Maine tay kar liya hai oh yara Ab tere bin nahin jeena
Aag lagaye dil mein sawan ka mahina Maine tay kar liya hai oh yara Ab tere bin nahi jeena Maine tay kar liya hai oh yara Ab tere bin nahin jeena
Mera man aye jan-e-man Teri yadon ka hai aaina Dard-E-Dil dard-e-jigar Ab mujhse saha jaye na
Tu mera rasta tu mera rehguzar Naam dil pe tera likh liya Tu ruke main rukun tu chale main chalun Tu jahan main wahan sathiya
Aag lagaye dil mein sawan ka mahina Maine tay kar liya hai oh yara Ab tere bin nahi jeena Maine tay kar liya hai oh yara Ab tere bin nahin jeena
Har ek dagar har mod pe Chhoda rishton ne tanha mujhe Rab se bas main mangu Yaara har ek lamha tujhe
Main phirun darbadar Main rahun besabar Naam leke mere yaar ka Tu meri shayari tu mera falsafa Tu mera silsila pyaar ka
Aag lagaye dil mein sawan ka mahina Maine tay kar liya hai oh yara Ab tere bin nahi jeena Maine tay kar liya hai oh yara Ab tere bin nahin jeena
        Song Credits
Song: Ab Tere Bin Nahin Jeena
Album: Himesh ke dil se
Artist: Ankush Bhardwaj
Lyricist: Himesh Reshammiya
Musician: Himesh Reshammiya
Label: Himesh Reshammiya Melodies
