Ae Watan Lyrics – Mohit Chauhan
Ae Watan Lyrics
Ankhon mein tera Ishq hai vatana Dil mein tere jazbaat
Shahadat mein teri Gar mit bhi jaun Nahi usse badi koi baat Nahi usse badi koi baat
Meri dhadkano mein tu rehta hai Ragon mein mere lahu ban behta hai Ho jaun qurban asmat pe teri Rishta kuch tujh sang aisa hai
Ae watan mere watan Meri palko pe tu rehta hai Ae watan mere watan Meri palko pe tu rehta hai
Ae watan mere watan Meri palko pe tu rehta hai
Wo pal kabhi jo aayega Koi tujhpar ankh uthayega Kasam teri sar wo wahin Dhad se juda ho jayega
Wo pal kabhi jo aayega Koi tujhpar ankh uthayega Kasam teri sar wo wahin Dhad se juda ho jayega
Khil uthta hai mera jahaan Tiranga shaan se jab lehrata hai
Ae watan mere watan Meri palko pe tu rehta hai Ae watan mere watan Meri palko pe tu rehta hai
Ae watan mere watan Meri palko pe tu rehta hai
Anch na aane denge Kabhi daman pe tere Sau janam qurbaan hain Hifazat mein tere
Anch na aane denge Kabhi daman pe tere Sau janam qurbaan hain Hifazat mein tere
Has kar tere liye Dil sau takleefein sehta hai
Ae watan mere watan Meri palko pe tu rehta hai Ae watan mere watan Meri palko pe tu
Abhimaan hi mera swabhimaan hai Watan mere pe mujhe gumaan hai Chahe rahun ya na rahun main Mere astitv ki yahi pehchan hai
Song Credits
Song: Ae Watan
