अगर हो तुम Agar Ho Tum Lyrics In Hindi – Mr. & Mrs. Mahi

Agar Ho Tum Lyrics

Agar ho tum to Main khud ko bhula doon Tere khwaabon khayaalon mein Yun hi main behta rahoon
Agar ho tum to Hai fir kehna kya Tere waadon iraadon mein Yun hi main uddhta rahoon
Zamane bhar ki khushiyon ko Tere daman mein bhar doonga Tu mange ek sitara Chand main tere hath mein rakh doonga
Agar ho tum To darna kya haan Hai tera, hai mera Humara ye saara jahaan
Agar ho tum To sath khuda haan Hai tera, hai mera Hamara ye sara jahaan
Agar ho tum Agar ho tum Agar ho tum Agar ho tum
Agar ho tum Agar ho tum Agar ho tum Agar ho tum
Kitne siyane dekhe Kitne deewane dekhe Dil ke thikanon mein Haan tumsa nahi dekha
Dil ke fasano mein Soni mahiwalon mein Dil ne jahaan dekha Haan tumsa nahi dekha
Zamane bhar ki mohabbat ko Haan tere naam main kar doonga Tu kehde ek dafa to Baahon mein tujhe aaj main bhar loonga
Agar ho tum Agar ho tum Agar ho tum Agar ho tum
Apna pata na paaun Janu naa kahan main jaun Ek tere bin o mahi mera aur kya
Nainon mein tujhko bhar loon Khud ko main qaabil kar loon Ek tere bin o mahi mera aur kya
Agar ho tum Agar ho tum Agar ho tum Agar ho tum

Agar Ho Tum Lyrics In Hindi

अगर हो तुम तोमैं खुद को भुला दूंतेरे ख्वाबों ख्यालों मेंयूं ही मैं बहता रहूं
अगर हो तुम तोहै फिर कहना क्यातेरे वादों इरादों मेंयूं ही मैं उड़ता रहूं
ज़माने भर की खुशियों कोतेरे दामन में भर दूंगातू मांगे एक सिताराचाँद मैं तेरे हाथ में रख दूंगा
अगर हो तुमतो डरना क्या हांहै तेरा, है मेराहमारा ये सारा जहां
अगर हो तुमतो साथ ख़ुदा हांहै तेरा, है मेराहमारा ये सारा जहां
अगर हो तुमअगर हो तुमअगर हो तुमअगर हो तुम
अगर हो तुमअगर हो तुमअगर हो तुमअगर हो तुम
कितने सयाने देखेकितने दीवाने देखेदिल के ठिकानों मेंहां तुमसा नहीं देखा
दिल के फ़सानों मेंसोनी माहीवालों मेंदिल ने जहां देखाहां तुमसा नहीं देखा
ज़माने भर की मोहब्बत कोहां तेरे नाम मैं कर दूंगातू कह दे एक दफा तोबाहों में तुझे आज मैं भर लूंगा
अगर हो तुमअगर हो तुमअगर हो तुमअगर हो तुम
अपना पता ना पाऊंजानूं ना कहां मैं जाऊंएक तेरे बिन ओ माही मेरा और क्या
नैनों में तुझको भर लूंखुद को मैं काबिल कर लूंएक तेरे बिन ओ माही मेरा और क्या
अगर हो तुमअगर हो तुमअगर हो तुमअगर हो तुम
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Agar Ho Tum

Album: Mr. & Mrs. Mahi (Film)

Artist: Jubin Nautiyal

Actor: Janhvi Kapoor, RajKummar Rao

Lyricist: Kausar Munir

Musician: Tanishk Bagchi

Label: Sony Music India