Now readingEmiway Bantai

As Salaam Walekum

As Salaam Walekum

As Salaam Walekum

Haan as-salaam walekumSabko salaam walekumDoor se salaam sabkoPaas nahi aana tum
As-Salaam walekumSabko salaam walekumDoor se salaam sabkoPaas nahi aana tum
As-Salaam walekumSabko salaam walekumDoor se salaam sabkoPaas nahi aana tum
As-Salaam walekumSabko salaam walekumDoor se salaam sabkoPaas nahi aana tum
Haan bahot logon mainAane diya paasKisko bhi maan letaTu hi hai khaasFir pata chala mujhe tohYe toh bakvas haiMujhe hi karna chahteSab toh nash haiSath reh keHaat pair kaanp rahe theKe soch ke bap re bapAbhi se chalna haiSabse sambhal keToh khud ko kehta huAb fasle naap
Main saans lena shuru kiya huAmmi abba ko khushi diya huHai malik ye teri raza haiMujhe toh aa rela jeene meinKafi maza haiKisi se nafrat nahi yahi wajah haiKhud ko bana lo beDoosre ke darwaje kaheko bajayeLog yahan soch rakhe kaheko bachayeJab tak hai paisaYe sath mein machayeAsli log sath hai toh samjhoge bhaiKisko hai rakhna kidharKisko banana jigarKis pe dabana triggerYe main samjh gayaKafi logo ke chal seMain bach gaya kyaHaan ab puch mujheMain kaise itta shaanaItti se umar dunia samjh gaya
WalekumSabko salaam walekumDoor se salaam sabkoPaas nahi aana tum
As-Salaam walekumSabko salaam walekumDoor se salaam sabkoPaas nahi aana tum
Haan haan duniyadaariKam reh raha hu apne meinKisko bharosa nahi thaMeri sapne meinAbba ko chhod keMummy ko chhod keRaste mein jitne bhi kaate theTod ke yahan tak aaye leAise kaise chhod de
Shortcut mangta hai sabkoInko cheat code deMeri pincode pe google karWikipedia pe milega mera naamWo aise ch nahi aaye leUske liye kaam kiye leApun subah shaamLog kuch bhi chillayengeInka toh aadat haiJhooth bolna sareaamMain toh karun kaamMera kaam dega jawabJahan bhi jaata huIjjat hai nawabKab tak hai dharti meinTab tak hai maukaJaldi se jaldi kama le sabab
Ruwaab ko rakhna unchaBeech mein nahi bolne kaTere ko ko kaun puchaHaal hi filhaali meinMaine kuch sochaKhud ka main kha raha huKisi ka nahi nochaJee raha hu haqq seItni fateli kyun karta haiShakhs ye, puch mujhseBina jaan pehchan keMaidan mein ghuseleIndependent beta haqq se
Jawab dena hai to apunKis se bhi nahi dartaJo bhi bolke dikhaya bantaiWo main khulla karta, kyaLet’s f***s givenAbhi farak bhi nahi padtaPoora game badal diya hai be24 saal ka ladka
Salaam walekumSabko salaam walekumDoor se salaam sabkoPaas nahi aana tum
As-Salaam walekumSabko salaam walekumDoor se salaam sabkoPaas nahi aana tum
Haan nafrat karega tohKhuda narajDharti mein insaan logBan rahe maharajInko nahi maalumKya hone wala aajYe kasam khilayengeKal ki bahar kuch aurAndar kuch aurPar andar ki baatein tohChehre pe jhalkeInsaan ko nikal ke aaye le parrKhuda se bhi nahi rakh rahe darrItna guroor tere andar mat bharItna kamaya leke jayega kidharPaap tera saaf karneNahayega kidharBaap bola beta meraChhod diya gharAbe aisa na karSaath nahi chhodnaMaa baap ne pakda haiHath nahi chhodnaChhodna hai toh chhodd unn log koJo log beech mein hi chhod denge kya
Haan apun bhi aise hi shyane baneleKoyi todne ko aayega tohApun bhi tod dengeHath sirf jod denge khuda ke saamneAcha lag raha haiMujhe khuda ke saamneBatane yeh saari baateinBaaki log meri tarahYe bata nahi paateItne saare bas jo mera lockup haiJaise yeh panipat haiYe paa nahi paate
Kyunki thoda bahut karkeNibha nahi paateYe dikha nahi paateJo main dikha rahaKhud ko kabhi nahi bolna becharaKhud ka banungaMain khud hi saharaAndar kyun chupa haiChal beta bahar aaWo nahi milegaJo tu hai chah rahaUss se bhi behtar kuchLikha hai ja rahaUss se bhi behtar kuchLikha hai ja raha
Sabar hai le loPatience rakhoApna kaam karoDil laga ke karoConsistent raho yoKeep motivating each otherIndependent organicDay one sePeace out!
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

As Salaam Walekum Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings As Salaam Walekum?

As Salaam Walekum is performed by Emiway Bantai.

Who wrote the lyrics for As Salaam Walekum?

The lyrics for As Salaam Walekum were written by Emiway Bantai.

Who composed the music for As Salaam Walekum?

The music for As Salaam Walekum was composed by Flamboy.