Asli Nakli Lyrics – Emiway Bantai

Asli Nakli Hindi song sung by Emiway Bantai while lyrics and music is also given by Him. Video is directed by Sam Mohan. Get Asli Nakli Song Information

Asli Nakli Lyrics

Aaah aah !.
Sachi sachi baatein aaj bolega e mi way !, Versus meri itni mehengi tu kharide e.m.i pe, Kyon ki chhote cash wala scene tere, Bas ka nahi, Gaane to tu bhi hai nikalta par, Bajta nahi kahi pe, Pachta nahi hai baatein, Jo tumhare munh se nikle, Tum jaise bachkaano ko toh, Yun hi humne rakh ke dhak le, Phat se dhak le, Tere chehre ko phir phat se watt le.
Watt samjh le kyunki, Saari public mere sath hai, Jo jal raha hai mere pe unpe toh barsaat hai, Barsa de re maalik, Hey malik de 40, Iss kharche ko, 20 arse ko akal dekho, Mere area ke charsiyon ke aur, Tumhare ladkiyon ki tarah ekdum komal hai, Circle hona chahiye lekin oval he, Bhai tera sobar hein, Phir bhi game over hai.
Main hu asli asli aur tum nakli nakli, Ha ha haan, main hoon asli.
Real shit real shit, karne wale, Tum rapping ke maamle sach hi ho goon, Naye skills, naye lines mere har gaane mein, Main laata bole to n n n new, Kyun ekdum dhyan se tu sun, Har gaane ka mera main khud se banata hu dhun, Kyunki pasand nahi rehna kisi ke bharose pe, Saamne se waah waah aur peechhe se kosenge, Nochenge aisa ke dard bhi na hoga tumhein, Harkatein karenge fir kahenge ki coma hu main.
Kyon ki main asli asli aur tum nakli nakli, Main hu asli, Haan main hu asli asli aur woh nakli nakli.
Haan , Thanda dimag mera, Nai rehta hai kabhi bhi, Kuch na kuch chalta rehta, Jaisa chal raha hai abhi bhi, Kya bolu main, kya bhaukun main, Kis baato se uljha hoon main, Suljha doon main phir bhi na sulajh paata, Main baatein batata, Main jhuk ke neeche milan ko jaata, Vaise wale din ye maine dekhe, Maa ke gehne agar ginn ne aur ginane, Baithun toh pehnane padenge, Earphones tere kano mein.
Tere gaano mein meri ginti beta shano mein, Teri he bachkanon mein, Kitaanon mein music ka ghusun main, Tere kaanon mein aur jaanu main, Kya sunna chahate hain yeh log log, Gaane main banata woh bhi bina koyi rok tok.
Kyuki nok jhok nahi hai, Mere pichhe kisi label ka, Iss level ka, Kaam karne bola to unable tha, Par able tha mere liye na, Ruka kisi favour ka, Ghar wale taane marenge, Baatein sunke neighbour ka, Ghar wale taane marenge, Baatein sunke neighbour ka.
Vo to chalta rehta hai.
Emiway !.
Peace .
Written by: Emiway Bantai
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!
Asli Nakli Lyrics - Emiway Bantai

Asli Nakli Song Info:

Song: Asli Nakli
Singer(s): Emiway Bantai
Musician(s): Emiway Bantai
Lyricist(s): Emiway Bantai
Label(©): Emiway
Scroll to Top