Atak Gaya Lyrics – Palak Muchhal | Female Version
Atak Gaya Lyrics
Jab chalte chalte raah mude, Jab jugnu muthi khol ude, Jab nayan ye tode rule sabhi, Aur khulke kar le bhool sabhi, Bhool sabhi bhool sabhi.
To atak gaya hai, Ye man atak gaya hai, Kuch chatak gaya hai, Ye mann atak gaya hai.
To atak gaya hai, Ye man atak gaya hai, Kuch chatak gaya hai, Ye man atak gaya hai haye.
Kabhi jheel hai tu, Aur kabhi yaadon ki naav hai, Tu hi dil ka kinara mera, Kabhi dhoop hai tu, Aur kabhi taaro ki chaon hai, Saara hi hai sahara mera.
Jab baki duniya dhundhli lage, Jab raat bhi ujli ujli lage, Jab dil ko duaa maalum pade, Aur dhandkan jhat se boom kare, Boom kare boom kare.
To atak gaya hai, Ye man atak gaya hai, Kuch chatak gaya hai, Ye mann atak gaya hai.
To atak gaya hai, Ye mann atak gaya hai, Kuch chatak gaya hai, Ye man atak gaya hai haye.
Song Credits
Song: Atak Gaya
Album: Badhaai Do
Artist: Palak Muchhal
Actor: Bhumi Pednekar, RajKummar Rao
Lyricist: Varun Grover
Musician: Amit Trivedi
Label: Zee Music Company