Aur Iss Dil Mein
Aur iss dil mein kya rakha haiAur is dil mein kya rakha haiTera hi dard chupa rakha haiTera hi dard chupa rakha hai
Cheer ke dekhe dil mera toCheer ke dekhe dil mera toTera hi naam likha rakha haiTera hi naam likha rakha hai
Pyaar ke afsaneSune the logon sePyaar kya hota haiYe tune samjhaya
Mila dil tujhse toKhwab dekhe aiseJunoon jaane kaisaJawan dil pe chaya
Dil mein aisa dard uthaDil ho gaya deewanaDil ho gaya deewana
Deewanon ne iss duniya meinDeewanon ne iss duniya meinDard ka naam dawa rakha haiDard ka naam dawa rakha hai
Aur is dil mein kya rakha haiAur iss dil mein kya rakha haiTera hi dard chupa rakha haiTera hi dard chupa rakha hai
Tera hi dardTera hi dardHuh oh oh oh
Tera hi dardTera hi dard
Watch now
