Now readingGuru Randhawa

Aur Pyaar Karna Hai

Aur Pyaar Karna Hai

Aur Pyaar Karna Hai

Abhi tumhe aur humeAur pyaar karna haiAbhi tumhe aur humeAur beshumar karna haiJab talak jahan se bichadna hai
Abhi tumhe aur humeAur pyar karna haiAbhi tumhe aur humeBeshumar karna hai
Abhi hume muddatonDilon ki baat karni haiAbhi bahut si baarisheinSath gujarni hai
Ho kabhi bhi koi ashq jo teriAankh bheegana chahegaTujhse pehle in aankhon meinAake wo ruk jayegaAake wo ruk jayega
Abhi tumhe aur humeYeh ikraar karna haiAbhi tumhe aur humeAur pyaar karna hai
Kayi khwahishon ko poora karna haiKayi dhoop chhaon se gujarna haiKhushgawar khwabon koIn hansi palkon mein utarna hai
Hum tere hi sang chalenge har kadamJab talak ki saanson ka chalna hai
Abhi tumhe aur humeAur pyaar karna haiAbhi tumhe aur humeAur pyaar karna hai
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Aur Pyaar Karna Hai Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Aur Pyaar Karna Hai?

Aur Pyaar Karna Hai is performed by Guru Randhawa and Neha Kakkar.

Who wrote the lyrics for Aur Pyaar Karna Hai?

The lyrics for Aur Pyaar Karna Hai were written by Sayeed Quadri.

Who composed the music for Aur Pyaar Karna Hai?

The music for Aur Pyaar Karna Hai was composed by Sachet-Parampara.

Which music label released Aur Pyaar Karna Hai?

Aur Pyaar Karna Hai is associated with T-Series.

Who is featured in Aur Pyaar Karna Hai?

Guru Randhawa and Neha Kakkar is featured in Aur Pyaar Karna Hai.