Baarish Ki Jaaye Lyrics – B Praak | Nawazuddin Siddiqui

Baarish Ki Jaaye Lyrics

Ye suraj se bhi keh do, Ke apni aag bujha ke kare, Ye suraj se bhi keh do, Ke apni aag bujha ke kare.
Agar usse baatein karni hai, To fir nazar jhuka ke kare, To fir nazar jhuka ke kare.
Taare uske haath mein hone hi chahiye, Jugnu uske saath mein sone hi chahiye, Oh khushbuon se uski sifarish ki jaaye, Oh khushbuon se uski sifarish ki jaaye.
Aye khuda tu bol de tere badalon ko, Aye khuda tu bol de tere badalon ko, Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye, Yaar hass raha hai baarish ki jaaye.
Ye suraj se bhi keh do, Ki apni aag bujha ke kare, Agar usse baatein hai karni, To nazarein jhuka ke kare.
Oh ye suraj se bhi keh do, Apni aag bujha ke kare, Agar usse baatein karni hai, To nazarein jhuka ke kare.
Mohabat jaani ki poori khwahish ki jaaye, Mohabat jaani ki poori khwahish ki jaaye.
Aye khuda tu bol de tere badalon ko, Aye khuda tu bol de tere badalon ko, Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye, Yaar hass raha hai baarish ki jaaye.
Haye aashiq ho jaane mein, Kitna wakt lagta hai, Rab ke ghar me aane mein, Kitna wakt lagta hai.
Dekha use to ye malum hua, Ke jannat ko paane mein, Kitna waqt lagta hai.
Ye jamana jaane na kya kara sakti hai, Ho yaar mere ki nazarein hai, Dariyaa dooba sakti hai.
Uska bas chale to sara dariya pee jaaye, Uska bas chale to sara dariya pee jaaye.
Aye khuda aye khuda, Aye khuda tu bol de tere badalon ko, Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye, Yaar hass rahaa hai baarish ki jaaye.
Aye khuda tu bol de tere badalon ko, Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye, Yaar hass rahaa hai baarish ki jaaye, Baarish ki jaaye.
Na duniya ke liye likhte, Na mere liye likhte, Na duniya ke liye likhte, Na mere liye likhte.
Ha haa haa, Ghalib jinda hote to tere liye likhte, Ghalib jinda hote to tere liye likhte.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Baarish Ki Jaaye

Artist: B Praak, Nawazuddin Siddiqui

Actor: Nawazuddin Siddiqui, Sunanda Sharma

Lyricist: Jaani

Musician: B Praak

Label: Desi Melodies