Balma Lyrics – Bali | Aastha Gill

Balma Lyrics

Meri aahein ye nigahein Kabhi dayein kabhi bayein Dekhe tujhko kare kuch to Mere pyaar ka pade kalma ma ma
Balma aan aan aan Aan aan balam aan aan aan Aan aan mera balma aan aan aan Aan aan balam aan aan aan
Lagti hai lady ye ga ga ga Aankhiyon se goli tha tha tha Mera to sahi na iraada dha Dekhun aur bolun main Wah wah wah wah
Nach jaise nora Karun main explore tu dora Bugs mein bunny tu lola Dola re dola man mera dola dola
Jhatke mein kar dunga pani pani Yaad dila dunga nani nani Naan mein kadak tu chicken afgani Bas kar kya aag lagani
Balma aan aan aan Aan aan balam aan aan aan Aan aan mera balma aan aan aan Aan aan balam aan aan aan
Kardi tune baat aisi (kya?) Meethi chaat jaisi (haan) Padi daant aisi Sochun kate raat kaisi
Haye balkha gayi main Acha chal aa gayi main Bali bole pyaar se Aastha sharma gayi main
Main mar jaungi Kuch kar jaungi Kyunki pyaar bhi zaroori Karna na na na
Balma aan aan aan Aan aan balam aan aan aan Aan aan mera balma aan aan aan Aan aan balam aan aan aan
Bharti kara de parchi kata de Behno ko bol haldi laga de Chasma le pehan aankein na maar Chaske na maar
Dubki laga meri chai mein tu russ Rukk chadh gayi nus pe hai nus Giggle google nahi aise na hus Main dunga tujhe poore 10 mein se 10
Tere mathe ki latt marwaye Teri khushbu ki latt lag jaye Masti aankhon mein surat hai bholi Door khadi sharmaye aye haye
Balma aan aan aan Aan aan balam aan aan aan Aan aan mera balma aan aan aan Aan aan oh mera balam aan aan
Quan Aastha gill Bali
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Balma