Balma Lyrics – Bali | Aastha Gill

Balma Lyrics: is latest Punjabi song sung by Bali & Aastha Gill with music is given by Quan. Balma song lyrics are written by Bali while music video released by Warner Music India. Get Balma Song Information

Balma Lyrics

Meri aahein ye nigahein, Kabhi dayein kabhi bayein, Dekhe tujhko kare kuch to, Mere pyaar ka pade kalma ma ma .
Balma aan aan aan, Aan aan balam aan aan aan, Aan aan mera balma aan aan aan, Aan aan balam aan aan aan.
Lagti hai lady ye ga ga ga, Aankhiyon se goli tha tha tha, Mera to sahi na iraada dha, Dekhun aur bolun main, Wah wah wah wah.
Nach jaise nora, Karun main explore tu dora, Bugs mein bunny tu lola, Dola re dola man mera dola dola.
Jhatke mein kar dunga pani pani, Yaad dila dunga nani nani, Naan mein kadak tu chicken afgani, Bas kar kya aag lagani.
Balma aan aan aan, Aan aan balam aan aan aan, Aan aan mera balma aan aan aan, Aan aan balam aan aan aan.
Kardi tune baat aisi (kya?), Meethi chaat jaisi (haan), Padi daant aisi, Sochun kate raat kaisi.
Haye balkha gayi main, Acha chal aa gayi main, Bali bole pyaar se, Aastha sharma gayi main.
Main mar jaungi, Kuch kar jaungi, Kyunki pyaar bhi zaroori, Karna na na na.
Balma aan aan aan, Aan aan balam aan aan aan, Aan aan mera balma aan aan aan, Aan aan balam aan aan aan.
Bharti kara de parchi kata de, Behno ko bol haldi laga de, Chasma le pehan aankein na maar, Chaske na maar.
Dubki laga meri chai mein tu russ, Rukk chadh gayi nus pe hai nus, Giggle google nahi aise na hus, Main dunga tujhe poore 10 mein se 10.
Tere mathe ki latt marwaye, Teri khushbu ki latt lag jaye, Masti aankhon mein surat hai bholi, Door khadi sharmaye aye haye.
Balma aan aan aan, Aan aan balam aan aan aan, Aan aan mera balma aan aan aan, Aan aan oh mera balam aan aan.
Quan , Aastha gill, Bali .
Written by: Bali
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!
Balma Lyrics Bali | Aastha Gill

Balma Song Info:

Song: Balma
Singer(s): Bali, Aastha Gill
Musician(s): Quan
Lyricist(s): Bali
Cast: Bali, Aastha Gill
Label(©): Warner Music India
Scroll to Top