Banda Tera Aashiq Ho Gaya Lyrics – Ankit Tiwari
Banda Tera Aashiq Ho Gaya Lyrics
Hua mastana tera hi afsana Suna hai ye deewana sune ye samaa Saja hai veerana khula hai mehkahna Lootaye nazrana zameen oh aasmaan
Sitam mujhpe dhaye ye teri nigahein Machalti adaein karu kya bayaan
Banda tera ashiq ho gaya Banda tera ashiq ho gaya
Sanson ki dewangi Sab kuch khul ke kehne lagi Ankhon ki awargi Thamte thamte badhne lagi
Chain sara mera dekho Kaise kho gaya Ab to khwabo ki Chaav mein main so gaya
Banda tera ashiq ho gaya Banda tera ashiq ho gaya
Shamma si ik pyar ki dil mein Tere bhi jalti lage Tujhko ab naa chahna Jaise koi galti lage
Tere pyar mein pagal sa Main ho gaya Kehte hai sab mujhko Tu to gaya
Banda tera ashiq ho gaya Banda tera ashiq ho gaya.
Song Credits
Song: Banda Tera Aashiq Ho Gaya
Artist: Ankit Tiwari
Actor: Ankit Tiwari, Priya Deol
Lyricist: Obid Azam Azmi
Musician: Harpreet K Singh
Label: Saya Studio
