Barbaad Lyrics – Saiyaara | Jubin Nautiyal
Barbaad Song Lyrics
Tujhse dur mai ek hi wajah ke liye hoon, Kamzor ho jaata hoon main, Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon, Aawara bann jaata hoon main.
Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon, Kamzor ho jaata hoon main, Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon, Aawara bann jaata hoon main.
Tujhe chhoo loon toh kuchh mujhe ho jayega, Jo main chahta na ho mujhko, Tujhe milke yeh dil mera beh jayega, Isi baat ka dar hai mujhko.
Ke ho na jaaye pyar tumse mujhe, Kar dega barbaad ishq mujhe, Ho na jaaye pyar tumse mujhe, Be-Had beshumaar tumse mujhe.
Aa aa aa aa aa aa aa, Ho o o o ho o o o (tumse mujhe), Aa aa aa aa aa aa aa, Ho o o o ho o o o.
Teri nazdeekiyon mein kaisa khumaar hai, Teri qurbat se mera dil kyun beqaraar hai, Kyu yeh mit’ti nahi hai kaisi ye pyas hai, Jitna mai door jaaun utni hi tu paas hai.
Tujhe keh doon ya rehne doon raaz mere, Sab kuchh keh doon kya tujhko, Tu mujhko chhod jayegi ya aayegi paas mere, Issi baat ka darr hai mujhko.
Ke ho na jaaye pyar tumse mujhe, Kar dega barbaad ishq mujhe, Ho na jaaye pyar tumse mujhe, Behad beshumaar tumse.
Aa aa, aa aa, aa aa aa (ishq mujhe), Ho o o o, ho o o o (ishq mujhe).
In ghamon ko khatam kar rahe ho tum, Aa aa aa.
In ghamon ko khatam kar rahe ho tum, Zakhmon ka marham ban rahe ho tum, Mehsoos mujhe aisa kyun ho raha, Ke meri duniya bann rahe ho tum, Bann rahe ho tum.
Tere bin kya ye dil ab dhadak payega, Poochta hoon main ye khud ko, Tere aane se dard chala jayega, Isi baat ka dar hai mujhko.
Ke ho na jaye pyaar, Ke ho na jaye pyaar, Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe, Kar dega barbaad ishq mujhe.
Ho na jaaye pyar tumse mujhe, Be-Had beshumaar tumse mujhe.
Ishq mujhe ishq mujhe, Barbaad mujhe barbaad, Ishq mujhe!.
Song Credits
Song: Barbaad
Album: Saiyaara
Artist: Jubin Nautiyal
Actor: Ahaan Panday, Aneet Padda
Director: Mohit Suri
Lyricist: The Rish (Rishabh Kant)
Musician: The Rish
Label: YRF