Barbaadiyan Lyrics – Shiddat

Barbaadiyan Lyrics

Na koi lakeeren na dayre, Ishq mein had hoti nahi, Itna behad hota hai ke, Ye fitoori ghat-ti nahi.

Ho jana hai ek baar teri rooh ke paar, Main to reh ke kinare pe thakeya.
Ho tera chadheya khumaar, Tere bin mere yaar, Is jag mein nahi kuch rakheya.
Barbaadiyan tumse hi hai, Aabaadiyan tumse hi hai, Ab kya galat aur kya sahi, Jab roohdariyan tumse hi hai.

Madhoshiyan hai madhoshiyan, In nigaahon mein teri hai madhoshiyan, Doob jaaneyan aise doob jaaneyan, Fir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan.

Ho kaisi lagan hai yaar lagi jo is baar, Rati din bas naam tera ratteya.
Ho tera chadheya khumaar, Tere bin mere yaar, Is jag mein nahi kuch rakheya.
Barbaadiyaan tumse hi hai, Aabaadiyan tumse hi hai, Ab kya galat aur kya sahi, Jab roohdariyan tumse hi hai.
Barbaadiyaan tumse hi hai, Aabaadiyan tumse hi hai, Ab kya galat aur kya sahi, Jab roohdariyan tumse hi hai.
Madhoshiyan hai madhoshiyan, In nigaahon mein teri hai madhoshiyan, Doob jaaneyan aise doob jaaneyan, Fir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan.
Madhoshiyan hai madhoshiyan, In nigaahon mein teri hai madhoshiyan, Doob jaaneyan aise doob jaaneyan, Fir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan.
Barbaadiyan tumse hi hai, Aabaadiyan tumse hi hai, Ab kya galat aur kya sahi, Hmm hmm hmm...
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Barbaadiyan

Album: Shiddat

Artist: Nikhita Gandhi, Sachet Tandon

Actor: Radhika Madan, Sunny Kaushal

Lyricist: Priya Saraiya

Musician: Sachin-Jigar

Label: T-Series