Barsaat Na Hogi Lyrics – Kabir Singh

Maara hoon main ishq ka Haara toh nahi Toota hoon main thoda sa Saara toh nahi
Ehsaan hai tera Tune hasna sikhaya Paake mohabattan mera Dil kyu pal pal pachtaya
Baadal toh honge Par barsaat na hogi kabhi Ab se teri yaara Koi baat na hogi kabhi
Baadal toh honge Par barsaat na hogi kabhi Ab se teri yaara Koi baat na hogi kabhi hogi kabhi
Aashiq ka woh ghar Basaya reh gaya Sang sang mere tera Saaya reh gaya
Chhup chhup ke aansoo Bahate reh gaye Zindgi mein teri Aate aate reh gaye
Mera dushman baneya Qismat da sitara Is baat se khush hoon Tu toh khush hai mere yaara
Baadal toh honge Par barsaat na hogi kabhi Ab se teri yaara Koi baat na hogi kabhi
Baadal toh honge Par barsaat na hogi kabhi Ab se teri yaara Koi baat na hogi kabhi hogi kabhi
Woh aashiq jo roya nahi tere jaane pe Har saal yaad aayega baarish aane pe
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Barsaat Na Hogi