Bekhayali Lyrics – Kabir Singh | Arijit Singh
Bekhayali (Arijit Singh Version) - Kabir Singh
Bekhayali mein bhi Tera hi khayaal aaye Kyun bichadna hai jaruri Ye sawal aaye
Teri nazdeekiyon Ki khushi behisab thi Hisse mein fansle Bhi tere bemisaal aaye
Main jo tumse door hu Kyun door main rahu Tera guroor hu uun Aa tu fansla mita Tu khwaab sa mila Kyun khwaab tod du
Bekhayali mein bhi Tera hi khayaal aaye Kyun bichadna hai jaroori Ye sawal aaye
Thoda sa main kafa ho gaya Apne aap se Thoda sa tujhpe bhi Bewajah hi malaal aaye
Hai yeh tadpan hai yeh uljhan Kaise jee lu bina tere Mere ab sabse hai ann bann Bante kyun ye khuda mere O oo huu uuu..
Ye jo log’baag hai Jungle ki aag hai Kyun aag mein jalu Ye nakaam pyar mein Khush hain haar mein Enn jaisa kyun banu
Raatein dengi bata Neendon mein teri hi baat hain Bhoolun kaise tujhe Tu toh khayalo mein sath hai
Bekhayali mein bhi Tera hi khayal aaye Kyun bichadna hai jaroori Ye sawaal aaye
Nazar ke aage har ek manzar Ret ki tarha bikhar raha hai Dard tumhara badan mein mere Zehar ki tarah utar raha hai
Nazar ke aage har ek manzar Ret ki tarha bikhar raha hai Dard tumhara badan mein mere Zehar ki tarah utar raha hai
Aa zamaane aajma le ruthta nahi Faanslon se haunsla yeh tutt’ta nahi Na hai wo bewafa aur na main hoon bewafa Wo meri aadaton ki tarah chhutata nahi
Song Credits
Song: Bekhayali (Arijit Singh Version)
Album: Kabir Singh
Artist: Arijit Singh
Actor: Kiara Advani, Shahid Kapoor
Lyricist: Irshad Kamil
Musician: Sachet-Parampara
Label: T-Series
