Bekhayali Lyrics – Kabir Singh | Arijit Singh
Bekhayali (Arijit Singh Version) - Kabir Singh
Bekhayali Mein Bhi
Tera Hi Khayaal Aaye
Kyun Bichadna Hai Jaruri
Ye Sawal Aaye
Teri Nazdeekiyon
Ki Khushi Behisab Thi
Hisse Mein Fansle
Bhi Tere Bemisaal Aaye
Main Jo Tumse Door Hu
Kyun Door Main Rahu
Tera Guroor Hu Uun
Aa Tu Fansla Mita
Tu Khwaab Sa Mila
Kyun Khwaab Tod Du
Bekhayali Mein Bhi
Tera Hi Khayaal Aaye
Kyun Bichadna Hai Jaroori
Ye Sawal Aaye
Thoda Sa Main Kafa Ho Gaya
Apne Aap Se
Thoda Sa Tujhpe Bhi
Bewajah Hi Malaal Aaye
Hai Yeh Tadpan Hai Yeh Uljhan
Kaise Jee Lu Bina Tere
Mere Ab Sabse Hai Ann Bann
Bante Kyun Ye Khuda Mere
O Oo Huu Uuu..
Ye Jo Log’baag Hai
Jungle Ki Aag Hai
Kyun Aag Mein Jalu
Ye Nakaam Pyar Mein
Khush Hain Haar Mein
Enn Jaisa Kyun Banu
Raatein Dengi Bata
Neendon Mein Teri Hi Baat Hain
Bhoolun Kaise Tujhe
Tu Toh Khayalo Mein Sath Hai
Bekhayali Mein Bhi
Tera Hi Khayal Aaye
Kyun Bichadna Hai Jaroori
Ye Sawaal Aaye
Nazar Ke Aage Har Ek Manzar
Ret Ki Tarha Bikhar Raha Hai
Dard Tumhara Badan Mein Mere
Zehar Ki Tarah Utar Raha Hai
Nazar Ke Aage Har Ek Manzar
Ret Ki Tarha Bikhar Raha Hai
Dard Tumhara Badan Mein Mere
Zehar Ki Tarah Utar Raha Hai
Aa Zamaane Aajma Le Ruthta Nahi
Faanslon Se Haunsla Yeh Tutt’ta Nahi
Na Hai Wo Bewafa Aur Na Main Hoon Bewafa
Wo Meri Aadaton Ki Tarah Chhutata Nahi
Bekhayali (Arijit Singh Version) Music Video
Bekhayali (Arijit Singh Version) Song Info:
Song: | Bekhayali (Arijit Singh Version) |
Movie: | Kabir Singh |
Singer(s): | Arijit Singh |
Musician(s): | Sachet-Parampara |
Lyricist(s): | Irshad Kamil |
Cast: | Shahid Kapoor, Kiara Advani |
Label(©): | T-Series |