Bepanah Ishq Lyrics – Payal Dev | Yasser Desai

Bepanah Ishq Lyrics

Tu samne ho jahan bhi main jaun Sanso se loon naam jyada tera Teri nigahon mein main muskuraun Har dard tera ho adha mera
Khwab mumkin huaa Raat se din huaa Sirf tum aur hum hai ab yahan
Maine aasmaan pe likh diya Tu hai meri main hoon bass tera Oh ret se samandar ki tarah Ab ye ishq hoga bepanah
Maine aasmaan pe likh diya Main teri hoon tu hai bass mera Oh ret se samandar ki tarah Ab ye ishq hoga bepanah
Manzile na jane kitne Raston ke bad aayi hai Bekhatam mulakatein sau Faslon ke bad aayi hai
Ye hawaein jane kitni Mausamo ke bad aayi hai Raahtein hamare dil ko Sau gamo ke bad aayi hai
Zindagi ke liye Mangte the tujhe Tu meri zindagi ban gaya
Maine aasmaan pe likh dia Main teri hoon tu hai bass mera Oh ret se samandar ki tarah Ab ye ishq hoga bepanah
Maine aasmaan pe likh dia Tu hai meri main hoon bass tera Oh ret se samandar ki tarah Ab ye ishq hoga bepanah
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Bepanah Ishq