Beta Karta Rap Lyrics – Emiway Bantai
Beta Karta Rap Lyrics
Ek room lena mushkil tha Aaj 3-4 flat hai Laptop ke the vande Aaj sab kuch mac hai
500 mein kia main show Aaj 25 lakh hai Wo bhi indoor Outdoor to stadium pack hai
Jab bhi gaane dalu beta Har baar come back hai Beta bars nahi sispit Karta facts pe
Jitna dream tha kamana Utna bharta tax main Maa baap mere proud Beta karta rap hai
Haan beta kya karta hai? Beta karta rap hai Maa baap bade proud Beta karta rap hai
Dheele kapde mere badan pe Aur sir pe cap hai Maa baap bade proud Beta karta rap hai
Haan beta kya karta hai? Beta karta rap hai Maa baap bade proud Beta karta rap hai
Dheele kapde mere badan pe Aur sir pe cap hai Maa baap bade proud Beta karta rap hai
9-5 job nahi 24 ghanta kam karte Samay ko jo dekhe na Wahi log beta naam karte
Mehnat kar yahan pe Zameen ke niche aaram karle Neeche jo gira rahe Khade honge wohi salam karne
Bina neend liye Bade sapne dekh raha tha Jee raha dream life Kyuki gaane itne fenk raha tha
Tang khinchne mein Apne wale mahir hain Wo sathi nahi Tang khinchne wala kekda tha
Gullak mein chillar jama karte the Aaj 80 lakh deke khadi Gaadi neeche ghar ke be Hustle apni beta road pe the Aaj apan crorepati Bina koi sawal jawab karke bey
Bina label kaise jeetne ka sikhaya main Torch mere hath mein Ye rasta bhi dikhaya main
Raasta ye baad jise Khol dala bhai ne ki Independent artist bhi Kama sakta bataya main
Akele kar raha main Zahir hai log jalenge Crore’on ka sona beta Maa ke hath aur gale mein
Jiske dil mein tha khot Wo sab chale gaye Saaf jiske dil beta Sath wahi chalenge
Main dost banana janta nahi Aur dost banana chahta nahi Dost banaya jise Wo dost ban’na jana nahi
Bana main kamina kyuki Bhalai ka zamana nahi Zarurat pe chala gaya to Wapis laut ke aana nahi
Jo bhi hai tu real reh bey Duniya se sharmana nahi Jitna diya main utna Kisne diya gaana nahi
Khud se main banata Wo ke log bole gawana nahi Rulana nahi maa baap se Keemti koi khajana nahi
Bina jaankari log aate Dene bas salah hai Poori raat karun kaam Apun chand ki tarah
Beta sun-ne ka sabki Aur karne ka man ki Duniya mein tu aaya Ek mehman ki tarah hai
Pariwar se koi Industry mein nahi hai Aaj meri tarah Industry mein koi bhi nahi hai
Sab sale jalte hain Jab bhi apun chalte hain Mila mujhe sab beta Jo bhi mujhe chahiye sab kuch
Bina label ke kamaya Kar raha crore’on mein deal close Khud ka label laya Khud pe kara main yakeen bro
Laalach deta kagaz Kitne offers kara mana Kyuki independent rehna tha Aaj jee raha main dream bro
Haan beta kya karta hai? Beta karta rap hai Maa baap bade proud Beta karta rap hai
Dheele kapde mere badan pe Aur sir pe cap hai Maa baap bade proud Beta karta rap hai
Haan beta kya karta hai? Beta karta rap hai Maa baap bade proud Beta karta rap hai
Dheele kapde mere badan pe Aur sir pe cap hai Maa baap bade proud Beta karta rap hai
Emiway bantai Haan malum hai na
Song Credits
Song: Beta Karta Rap
Album: KOTS (King of the Streets)
Artist: Emiway Bantai
Lyricist: Emiway Bantai
Musician: Xistence
Label: Emiway Bantai
