Bewafa Yaar Lyrics – Nihal Tauro | Himesh Ke Dil Se

Bewafa Yaar Lyrics

Mera yaar bewafa ho gaya hai, Yahi shikayat karta hai dil, Socha na tha yun judaa honge hamare raaste, Yun judaa hogi humari har manzil.
Ooo ooo ooo...
Dushman bhi jo karne se dare, Aisa kam dost ne anjaam diya, Sache pyaar ko sachi yaari ko, Is dunia mein tune badnaam kiya.
Bewafa hai tu bewafa hai tu, Bewafa hai tu ae yaar, Bewafa hai tu bewafa hai tu, Bewafa hai tu ae yaar.

Tere is dhokhe se meri, Zindagi sari tabaah hai, Kya kahun ab aur main tujhko, Besharam tu behaya hai.
Toda ek pal mein tune naata, Sharam baki hai kya tujhme, Mar chuka hai rishta fir bhi, Tu hai hamesha zinda mujhme.
Dushman bhi jo karne se dare, Aisa kam dost ne anjaam diya, Sache pyaar ko sachi yaari ko, Is dunia mein tune badnaam kiya.
Bewafa hai tu bewafa hai tu, Bewafa hai tu ae yaar, Bewafa hai tu bewafa hai tu, Bewafa hai tu ae yaar.
Kitna pyaar diya maine tujhko, Apna sab kuch tujhko mana, Kagaz ke phool mehakte nahi hai, Maine tujhse bas ye jana.
Ab bhi dil mein tu hi tu hai, Ik teri hi aarzu hai, Bhulke sab kuch tu aaja, Bas teri hi justju hai.
Dushman bhi jo karne se dare, Aisa kam dost ne anjaam diya, Sache pyaar ko sachi yaari ko, Is dunia mein tune badnaam kiya.
Bewafa hai tu bewafa hai tu, Bewafa hai tu ae yaar, Bewafa hai tu bewafa hai tu, Bewafa hai tu ae yaar.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Bewafa Yaar

Album: Himesh ke dil se

Artist: Nihal Tauro

Lyricist: Himesh Reshammiya

Musician: Himesh Reshammiya

Label: Himesh Reshammiya Melodies