Bewafa Yaar
Mera yaar bewafa ho gaya haiYahi shikayat karta hai dilSocha na tha yun judaa honge hamare raasteYun judaa hogi humari har manzil
Ooo ooo ooo..
Dushman bhi jo karne se dareAisa kam dost ne anjaam diyaSache pyaar ko sachi yaari koIs dunia mein tune badnaam kiya
Bewafa hai tu bewafa hai tuBewafa hai tu ae yaarBewafa hai tu bewafa hai tuBewafa hai tu ae yaar

Tere is dhokhe se meriZindagi sari tabaah haiKya kahun ab aur main tujhkoBesharam tu behaya hai
Toda ek pal mein tune naataSharam baki hai kya tujhmeMar chuka hai rishta fir bhiTu hai hamesha zinda mujhme
Dushman bhi jo karne se dareAisa kam dost ne anjaam diyaSache pyaar ko sachi yaari koIs dunia mein tune badnaam kiya
Bewafa hai tu bewafa hai tuBewafa hai tu ae yaarBewafa hai tu bewafa hai tuBewafa hai tu ae yaar
Kitna pyaar diya maine tujhkoApna sab kuch tujhko manaKagaz ke phool mehakte nahi haiMaine tujhse bas ye jana
Ab bhi dil mein tu hi tu haiIk teri hi aarzu haiBhulke sab kuch tu aajaBas teri hi justju hai
Dushman bhi jo karne se dareAisa kam dost ne anjaam diyaSache pyaar ko sachi yaari koIs dunia mein tune badnaam kiya
Bewafa hai tu bewafa hai tuBewafa hai tu ae yaarBewafa hai tu bewafa hai tuBewafa hai tu ae yaar
Watch now
Bewafa Yaar Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Nihal Tauro
From the album
Himesh ke dil se
Words by
Himesh Reshammiya
Music by
Himesh Reshammiya
Music label
Himesh Reshammiya Melodies
FAQ
Good to know
Who sings Bewafa Yaar?
Bewafa Yaar is performed by Nihal Tauro.
Which album is Bewafa Yaar from?
Bewafa Yaar appears on the album Himesh ke dil se.
Who wrote the lyrics for Bewafa Yaar?
The lyrics for Bewafa Yaar were written by Himesh Reshammiya.
Who composed the music for Bewafa Yaar?
The music for Bewafa Yaar was composed by Himesh Reshammiya.
Which music label released Bewafa Yaar?
Bewafa Yaar is associated with Himesh Reshammiya Melodies.